Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Nohay

Yeh Maa Kahan Na

Nadeem Sarwar
0:000:00
Ye maa(n) kaha naYasrib mein aayi khaab mein zainab ke yun butoolMaatha bhara tha khun mein sar par rida na thiZainab ne puchha kiske lahu se jabeen hein laashAmma tum par to aafatein safare karbala na thiRo kar kaha butool ne tum yaad to karoTum apni yaad ko zara abaad to karoKis waqt kis jagah mein shareeke aza na thiYe maa kahaan na thiZainab safar mein saath tere maa kaha na thiYe maa kahan na thiRoyi tumhare saath bahattar ki laash parAkbar ki lash par ali asghar ki lash parZainab mein kis shaheed ki sahib aza na thiYe maa kahan na thiZainab safar mein saath tere maa kaha na thiYe maa kahan na thiJhara tha kisne balon se sehrae karbalaKisne bichhaya aake musallae karbalaHaye haye me karbala mein shabe qatl kya na thiYe maa kahan na thiZainab safar mein saath tere maa kaha na thiYe maa kahan na thiRakhte qauhan hussain ne manga tha jis ghariKhaime mein bibi tum ko ghash aya tha jis ghariKhaime ke peechhe rone ki meri sada na thiYe maa kahan na thiZainab safar mein saath tere maa kaha na thiYe maa kahan na thiRukhsat ko aya khaime mein jab ibne bu turabThami thi tumne jis ghari mazloom ki rakaabKyaa sath sath ghore ke mein nnd paa na thiYe maa kahan na thiZainab safar mein saath tere maa kaha na thiYe maa kahan na thiJab tum giri thi bhai ke laashe pe unt seNaaqe pe tum sawaar thi bazu rasan mein theKya baal khole laashe pe khairun nisa na thiYe maa kahan na thiZainab safar mein saath tere maa kaha na thiYe maa kahan na thiYasrab se taaba maariya aur wahan se taba shamHamraah thi qadam ba qadam saath gaam gaamZainab kahi hussain se zehra juda na thiYe maa kahan na thiZainab safar mein saath tere maa kaha na thiYe maa kahan na thiZainab ye arz ki ke baja kehti he janaabMein sunrahi hun jo ba khuda kehti hein janaabAy waalida mujhe khabare dasto pa na thiYe maa kahan na thiZainab safar mein saath tere maa kaha na thiYe maa kahan na thiImsaal bhi najaf ka irada tha ay "dabeer"Aur karbala bhi jaaoun ye socha tha ay "dabeer"Par rehgaye tarap ke ke kismat rasa na thiYe maa kahan na thiZainab safar mein saath tere maa kaha na thiYe maa kahan na thi

Listen offline & build playlists

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.

More Nohay