Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Nohay

Tamam Aalam Mey Aaj Matam

Nadeem Sarwar
0:000:00
Tamaam aalam may aaj matam, hussain bekas ka ho raha haialam gharon may sajay huway hai, dilon may farsh-e-aza bicha haitamaam aalam may aaj matam, hussain bekas ka ho raha hai1. Siyah kapde siyah chadar, ghamon ki gardo ghubaar sar parhai sogwaro'n kay ashk jaari, ke sani-e-zehra berida haitamaam aalam ...2. Na chashme purnam ho kyon sawali, juloos hai zuljanah khaalike mera duldul sawar-e-maula, zamin-e-karbal may so raha haitamaam aalam ...3. Alam me mashq-e-sakina dekho, to momino bas yeh keh ke rolochacha bhatiji may kya hai nisbat, wafa-e-abbas kya wafa haitamaam aalam ...4. Hussain peeri may dil sambhale, ke dil se uljhi sina nikaalejawaan beta lahu may dooba, zameen pe aedi ragad raha haitamaam aalam ...5. Na maar barchi dil-e-nabi par, abhi huway hai jawaan akbarye qatl jisko tu kar raha hai, yehi to ham shakl-e-mustafa haitamaam aalam ...6. Madinay walo khamosh rehna, ghareeb zainab say kuch na kehnabasa huwa ghar jo le gayi thi, wo karbala may ujad gaya haitamaam aalam ...7. Azaa-e-shabbir hai ibadat, janab-e-zainab ki hai amaanatye nauha tere qalam se mehshar, janab-e-zahra ki ek ataa haitamaam aalam ...

Listen offline & build playlists

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.

More Nohay