Suno zehra ke ehsaan sunoRaaziya...Marziya..Umme abeeha.. Fatima zehra.. Fatima zehraZahra teri jageer hai jannat bhi fidak bhiYe jabl, ye asjaar, ye paani bhi falak bhishauhar ki taraf se hai ghulami mein malak bhibibi tere haq mehr mein shamil hai namak bhibus tere zameeno pe basi jaati hai duniyasadiyo se faqat tera namak khati hai duniyaSuno zehra ke ehsaan suno, suno zehra ke ehsaanIske ghar mein hi to chadha hai..(2)deene nabi parwaanSuno zehra ke ehsaan sunoKhush hota hai khaliq e akbarsunke midhat zahra kiHafiz e qur'aa'n tu kya jaanekya hai azmat zehra kikhud qur'aan ne inse seekha..(2)hai padhna qur'aanSuno zehra ke ehsaan sunoZere kisa jab noor ke harmansab ka ta'rruf hota haitab khaliq bhi fatima zehraka hi sahara leta hainoor ke har mansab ki hai goya..(2)zehra se pehchaanSuno zehra ke ehsaan sunoApne ho wo ya ke parayesab ne baat ye maani haizehra ke beto ne kal bhideen ki keen girani haiaaj bhi zehra ka ek beta..(2)deen ka hai nigraanSuno zehra ke ehsaan sunoBibi khadija ne kal taktum sabke bado ko pala thaaaj ke kalma goyo tumkopaalne wali hai zehrabaaghe fidak ke darr par jaakar..(2)kehta tha salmaanSuno zehra ke ehsaan sunoRehmat e alam ki beti thiisliiye khud ko rok liyaghaiz mein gar aajati logoshere ilaahi ki zaujaek lamhe mein shehr e madina..(2)ban jaata shamshaanSuno zehra ke ehsaan sunoAe najraan ke rehne waloeesa ke kalma goyotum maidan mein aaj usibibi ke muqabil mein aaye homaryam ko khairat mein jisne..(2)ismat ki hai daanSuno zehra ke ehsaan sunoBait e khuda weeran pada thalogo ek zamane sejaan faqat isme aayi haimere ali ke aane seaur ali ke ghar ko bakhshi..(2)hai zehra ne jaanSuno zehra ke ehsaan sunoMujhko yehi lagta hai akbarhashr ka din jab aayegakhatt ek khaliq e akbar kijanib se sunaya jayegarabb ke us noorani khatt ka..(2)hoga yehi unwaanSuno zehra ke ehsaan suno, suno zehra ke ehsaan
0:000:00
Lyrics
Open lyrics pageListen offline & build playlists
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.