Sham - e - Gharibaan MeinHaaye Alamdar..... (4)Haaye Hussain (as) Haye Hussain (as),.....(3)Sham -e- Gum Aagayi Bekasi Chaa GaiSham Ki Fouj Khaimo Talak AagayeAatishe Zulmo Khaime Jalane LagiMere Khuda Labe Furat Sayebaan Jal GayaJale Khayam Saiyada Ka Phir Maqan Jal GayaSham -e- Gariba Main Haram Karte The FaryaadShame -e- Gariba Mein Haram Karte The Faryaad..... (2)Haaye Haaye Haaye Haaye Haaye Alamadar .. (2)Shame -e- Gariba Mein Haram Karte The Faryaad.....(2)Chaadare Chin Gai Lut Gaya Malo ZarKhaima Dar Khaima Hai Bibiyo Ka SafarBetiya Fatema (sa) Ki Huwi NauhagarTadapTadap Ke Ya Ali Pukarti Thi Bibiya..................Idhar Udhar Buss Apne Lal Dhundti Thi BibiyaJalne Laga Haaye Udhar Bistare BimaarJalne Laga Haaye Udhar Bistare BimaarHaaye Haaye Haaye Haaye Haaye Alamadar .. (2)Shame -e- Gariba Mein Haram Karte The Faryaad.....(2)Kya Kare Zainab (as) Khasta Dil Kya KareNa Rahe Waarisane Haram Na RaheRaat Aayi Nahi Aur Shab SogayeDhuva Dhuva Fiza Lahu Lahu Hai Dashte Karbala.....Kisi Nasheb Se Hai Mushtaqeel Sadae Fatema (sa)Naalae ya Fatema (sa) Ya Haidere KarrarNaala Ye Fatema (sa), Ya Haidar e Karrar.....Haaye Haaye Haaye Haaye Haaye Alamadar .. (2)Shame -e- Gariba Mein Haram Karte The Faryaad.....(2)Khaaq Par Aagayi Bibiya NauhagarGod Mein Pyaase Baccho Ke Rakhe Hai SarKis Ko Aawaz De haaye Jaaye KidharNa Koi Bhai Hai Na Bhai Ka Pisar Na BhaanjaAli Ki Laadli Ne Bhai Ka Alam Utha LiyaMire Sadar Mire Haram Zainabe laacharMire Sadar Mire Haaram Zainabe Laachar.....Haaye Haaye Haaye Haaye Haaye Alamadar .. (2)Shame -e- Gariba Mein Haram Karte The Faryaad.....(2)Haaye Rehan -o- Sarwar Sare KarbalaHoke Bedasht Ek lashaye BaawafaDekhta Rehgaya Qafela ChaldiyaSalam Bekafan Badan Woh Jinke Sar Hue JudaaSalam Dukhtarane Fatema (sa) Aseero BeridaEk Rasan Baara Gale Kuhchao BaazarEk Rasan Baara Gale Kuchaao Baazar ..Haaye Haaye Haaye Haaye Haaye Alamadar .. (2)Shame -e- Gariba Mein Haram Karte The Faryaad.....(2)Haaye Alamdar .. (6)
0:000:00
Lyrics
Open lyrics pageListen offline & build playlists
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.