allah allahjaayen bashar ki nigaahein jahaanmaujud hai teri rehmat wahaanhai teri rehmaaniyat se ayaanmehdud hai teri rehmat kahaantere hi jaisa mohammad terajis ke liye shaayeron ne kahaishq hojaaye kisi se koyi chaara to nahinsirf muslim ka mohammad pe ijaara to nahinhai us mohammad ki aankhon ka chainkehta hai jis ko zamaana hussaininsaaniyat pe huwa wo fidahar ek muslim to kehta hi thaab ghair muslim bhi kehne lagatera hussain mera hussainrab ka hussainsab ka hussainpyaare nabi ka nawaasa hussainaalam ka maqsood naame hussainhar dil me maujud naame hussainphir kyun ho mehdood naame hussainhai hamd o mehmood naame hussaintera hussain mera hussainrab ka hussainsab ka hussainpyaare nabi ka nawaasa hussainbachpan ka waada wafa yun kiyakaaba bachaaya bhara ghar diyajo kaam kar na sake ambiyaphir kyun na tu hi bata ay khudasaari duniya hussain hussain kareaaqa hussain maula hussainrab ka hussain sab ka hussainehle sunnat wal jamaat ke buzurg shayerpeer naseer-ud-din shah farmaate hainmera khuda jise auje kamaal deta haiuse batool ki chaukhat pe daal deta haiparakhna ho jo kisi ko to ya hussain kahoye naam wo hai jo shajre khangaal deta haisunni ye kehte hain ya mustafatu ne hi ham ko aqeeda diyatu ne hussain o minni jo kahaphir to ye kehna bhi sunnat huwatera hussain mera hussainrab ka hussainsab ka hussainpyaare nabi ka nawaasa hussainek hindu shayer jay singh ne imam hussainki baargaah me yun nazraanaye aqeedat pesh kiyahai aaj bhi zamaane me charcha hussain kachalta hai kaainaat me sikka hussain kabhaarat me gar wo aate bhagwaan kehte hamhar hindu naam pooja me japta hussain kasar apna peet ti hain jo pyaason ki yaad meleti hain naam ganga o jamna hussain kais me nahin kalaam ke ham but parast hainaankhon se apni chumenge roza hussain kaham paapiyon ke waaste hur ki misaal haichamkaata hai naseeb ishaara hussain ka"jay singh" panaah maangegi mujh se narag ki aagmein hindu hun magar hun mein sheda hussain kahindu aqeede ka ailaan haishabbir pe jaan qurbaan haipooja ke qaabil hai bhagwaan haikehta ye saara hindustan haitera hussain mera hussainrab ka hussainsab ka hussainpyaare nabi ka nawaasa hussainsikh mazhab ke naamwar shaayerkanwar mahendar singh bedi kehte hainya hussain ya hussainlab peh jab shaahe shaheedaan tera naam aata haisaamne saaqiye kausar liye jaam aata haimujh ko bhi apni ghulaami ka sharaf de dijiyokhota sikka bhi to aaqa kabhi kaam aata haiya hussain ya hussaintu to har deen ke har dor ke insaan ka haikam kabhi bhi teri tauqeer na hone dengeham salaamat hain zamaane me to inshaa allahtujh ko ek qaum ki jaageer na hone dengeya hussain ya hussaindekho sikhon ke bhi afkaar mekya hai "mahendar" ke ashaar mebola aqeedat ke izhaar memein bhi hussaini hun sansaar metera hussain mera hussainrab ka hussainsab ka hussainpyaare nabi ka nawaasa hussainek isaai shaayer ne mola hussain seaqeedat ka izhaar khuch is andaaz se kiyafaqat hai pyaar ka daawa har ek mazhab kajahaan bhi zulm hai nafrat hai wo jehaalat haiyehi wo dars hai jo de gaye yasoo maseehjahaan me khidmate insaaniyat ibaadat haihussain aap ne insaaniyat ka dars diyahussain aap ne soda zameer ka na kiyahussain aap ka paighaam bhi mohabbat haihussain aap ki duniya ko phir zaroorat hairaahib jo tha ek isaai thaaulaad na thi pareshaan thasheh ne kiye saat bete ataakhush hoke dunya se kehne lagatera hussain mera hussainrab ka hussainsab ka hussainpyaare nabi ka nawaasa hussainkyun saari duniya ki hai ye sadabatla rahi hai hame karbalakhanjar tale sheh ne sajda kiyahar zarra khaaliq se kehne lagatera hussain mera hussainrab ka hussainsab ka hussainpyaare nabi ka nawaasa hussaininsaan ka mohsin shahe karbalainsaan hi sheh ka qaatil banasab kalma go the sare nainawaehsaas kyun na kisi ko huwatera hussain mera hussainrab ka hussainsab ka hussainpyaare nabi ka nawaasa hussainkunbe ko us ke rulaayaa gayasaydaaniyon ko kiya be ridabaazaar o darbaare ehle jafazainab ne har gaam khutba diyatera hussain mera hussainrab ka hussainsab ka hussainpyaare nabi ka nawaasa hussainkyun na kahen ye jo islaam haishabbir ka dusra naam haiab to jo waajib hai ye kaam hai"farhan" o "mazhar" ka paighaam haitera hussain mera hussainrab ka hussainsab ka hussainpyaare nabi ka nawaasa hussainrab ka hussainsab ka hussain
0:000:00
Lyrics
Open lyrics pageListen offline & build playlists
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.