Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Nohay

Saarban Saarban

Nadeem Sarwar
0:000:00
Saarbaan saarbaan[Maula ghum zada natawan sarbaan] ×3Waapis madine agaya lo karwaan ujra huwaUjri thi saari bibiyan, sajjad ka nawha ye tha[Roenge tauqo beriyan] ×3Who shaam aur mein alamaan[Aisa bana mein saarbaan] ×2[Maula ghum zada natawan sarbaan] ×2Logo madina lutgayaKoi nahin mere siva[Daghon se he sina bhara] ×2Tanha karun kya kya bayaan[Aisa bana mein saarbaan] ×2[Maula ghum zada natawan sarbaan] ×2Hajat talaq who mehrebaanAbbas who meere karwaan[Mara gaya kya nagahaan] ×2Akhir liye unka nishaan[Aisa bana mein saarbaan] ×2[Maula ghum zada natawan sarbaan] ×2Kitna kathan tha who safarNezon pe the pyaron ke sar[Uthti na thi meri nazar] ×2Beparda behne aur maa[Aisa bana mein saarbaan] ×2[Maula ghum zada natawan sarbaan] ×2Gham tha qayamat se baraCharo taraf the ashkiya[Naamus meri berida] ×2Rota tha sun sun kar azaa[Aisa bana mein saarbaan] ×2[Maula ghum zada natawan sarbaan] ×2Kya ronake bazaar thiPatthar ki bhi bochhar thi[Aur who hasi kuffar ki] ×2Khamosh thi meri zabaan[Aisa bana mein saarbaan] ×2[Maula ghum zada natawan sarbaan] ×2Us shaam ke bazaar neWho gham diye darbaar ne[Jab mein laga lalkaarne] ×2Dene lage zaalim azaan[Aisa bana mein saarbaan] ×2[Maula ghum zada natawan sarbaan] ×2Hajat talaq who mehrebaanAbbas who meere karwaan[Mara gaya kya nagahaan] ×2Akhir liye unka nishaan[Aisa bana mein saarbaan] ×2[Maula ghum zada natawan sarbaan] ×2Logo madina lutgayaKoi nahin mere siva[Daghon se he sina bhara] ×2Tanha karun kya kya bayaan[Aisa bana mein saarbaan] ×2[Maula ghum zada natawan sarbaan] ×2"Rehan-o-sarwar" umr bharAankhein rahengi nawha gar[Jis waqt farshe dard par] ×2Nawhe mein hogaya ye bayaan[Aisa bana mein saarbaan] ×2[Maula ghum zada natawan sarbaan] ×2

Listen offline & build playlists

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.

More Nohay