Haye Abbas....x4Haye Abbas....x4Mashk chidi baazu kate qatl alamdar huaThi labe Hussain par bukaLaachar hua mainKhaak udaye HussainDashte bayaban meQatl alamdar ho gayaLaachar hua mainKhaak udaye HussainDashte bayaban meQatl alamdar ho gayaLaachar hua main...x4Aaj Ali ka pisar ban me akela huaLaashe shaheedon ke hain chaaron taraf ashkiyanDil hain mera Karbala khak meri alqamaKaun sahara bane zulm ke tufan meQatla alamdar ho gayaLaachar hua mainKhaak.....Dashte....Qatla...Laachar hua main(2)Shiddate alaam se kaap raha hain badanAayege imdad ko shere khuda sacchikamBekaso laachar hain ek garibul watanKoi masiha nahi aaj bayaban meQatla alamdar ho gayaLaachar hua mainKhaak... Dashte.... Qatla....Laachar hua main(2)Bhai ki sunkar sada dasht ko sarwar chalePadte huwe marsiya aankhon me aansu liyeRaah me mazlum ko bhai ke bazu mileEk qayamat hui tabse dilon jaan meQatla alamdar ho gayaLaachar hua mainKhaak .... Dashte.... Qatla....Laachar hua main(2)Baazu uthate huwe bole Shahe KarbalaDeen se bezaar hain ibne shahe lafataZabt ke banzal sabhi toot gaye hain khudaKoi kami ab nahi maut ke saamaan meQatla alamdar ho gayaLaachar hua mainKhaak... Dashte.... Qatla...Laachar hua main (2)Thokre khate chale hath rakhe qalb parFurkate Abbas me tuti huwi thi kamarKehte rahe har qadam qalbo jigar jaan seNaam mera le gaya dard ke quran meQatla alamdar ho gayaLaachar hua mainKhaak... Dashte....Qatla...Laachar hua main (2)Shah ko al mukhtasar bhai ka lasha milaThaam ke dil shahe di karne lage marsiyaSaath hamara abhi chhodo nahi bawafaKarte the ehle sitam zulm ke maidan meQatla alamdar ho gayaLaachar hua mainKhaak.... Dashte... Qatla...Laachar hua main(2)Gam tha labon par ruke kehne laga bawafaAakhri deedar ko baaki tha yeh silsilaBhai ko bhai kaha jame shahadat piyaAur badhe ranjo gam qalbe pareshan meQatla alamdar ho gayaLaachar hua mainKhaak ... Dashte... Qatla...Laachar hua main(2)Khun me duba alam laye jo shahe zamanKhaymo me kohram tha bhai se boli BehanChhodke Abbas ko aye ho kyu ghar mahanShah ne rokar kaha dashte bayaban meQatla alamdar ho gayaLaachar hua mainKhaak.... Dashte... Qatla....Safdar o Mazhar bhala kaise bayan hi woh gamBali Sakina ke the bayn ye zere alamLaut bhi aao chacha aapko meri qasamHashr utha khaymae sayyedae zeeshan seQatla alamdar ho gayaLaachar hua mainKhaak... Dashte.... Qatla..Laachar hua main (2)
0:000:00
Lyrics
Open lyrics pageListen offline & build playlists
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.