Haye abbas haye Abbas..(8)Rasan me haath bandhe haiBahen hai be pardaSina se sar na girae to kya kare abbasHaye Abbas hay hay abbas hayy hayy abbas hayy hayy abbasRasan me hath....Padar ki laash se usko chudaya jata haiSitam hai naake pe Tanha bithaya Jata haiRasan me baali sakina ka bandh raha hai galaSina se sar na girae to kya kare AbbasWo Kis tarha se tasalli de aake madar koKiya hai dasht me do baar zibha asghar koLehed se aagaya naize pe jism asghar kaSina se sar na girae to kya kare AbbasChupa ke Bano se mu sharm saar hoti haiWo pusht naaqa pe ab khud sarwar hoti haiYe Kesa waqt hai Zahra ki betiyo pe padaSina se sar na girae to kya kare AbbasDhyaan lashae shabbir se hatana thaDobara sayyade sajjad ko bachana thaGiri hai naaqe se maqtal me saniye ZahraSina se sar na girae to kya kare AbbasKahi pe kasimo akbar Kahi pe aun ka sarKahi hai laal roqaiya ke aur Kahi asgharWo bache naize pe hai jinko god me paalaSina se sar na girae to kya kare AbbasHai neel chehrw pe itne tamache mare haiLaee ne khaich ke kano se durr utare haiKe dino kaano se masoom ke lahu behtaSar uska kese Sina par Koi uthake chaleJo sheh ke saamne nazre sada jhuka ke chaleTakaza meer takallum hai uski ghairat ka
0:000:00
Lyrics
Open lyrics pageListen offline & build playlists
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.