Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Nohay

Jahan Hussain Wahan Laillaha Illalla

Nadeem Sarwar
0:000:00
hussain hussain hussaincharaag jalta rahajo qaafela tha rawaan wo qaafela hai rawaansafar ba noke sina sina ke saath azaanbureeda sar ki sadaayein fiza me phail gayidareechon aanganon galiyon me tapte sehra sezameen o arsh khilaawon se aur fizaawon sedinon me raat me jangal me kohsaaron sesadaayein aane lagi ash'hado an la ilaaha illallahye ek baar huwa aur la zawaal huwasina ki nok pe subhaana rabbi al aalapukaara kalma e tauheed bhi jazaak allahjahaan hussain wahaan la illa ha illallahkhateebe noke sina la illa ha illallahhussain din bhi hai aur diniyaat bhi haihussain kalma e tauheed ki hayaat bhi haihussain ramze khuda bhi khuda sifaat bhi haihussain baara imaamon ki kaayenaat bhi haihussain se hai ayaan la illaha illallahjahaan hussain wahaan la illa ha illallahkhateebe noke sina la illa ha illallahwo gaud fatema zehra ki ho ke rege tapaanwo sehne kaaba ho pushte rasul ya ke sinafazaaye jang ho ya ho payaame amn o amaanna dekhein teer na talwaar gar ho hukme azaanhussain ka hai bayaan la illaha illallahjahaan hussain wahaan la illa ha illallahkhateebe noke sina la illa ha illallahhussain waalon ki pehchaan hai azaadaarihussain waalon ki to jaan hai azaadaarihussain waalon ka imaan hai azaadaarihussain waalon ka elaan hai azaadaarihussainiyat ki zabaan la ilaha illallahjahaan hussain wahaan la illa ha illallahkhateebe noke sina la illa ha illallahbasi hai karbobala to koyi jawaaz bhi hailuta hai gulshane zahra to koyi raaz bhi haiye raaz wo hai ke khaaliq ko is pe naaz bhi haibaraaye naaz bahattar ki wo namaaz bhi haiisi ka sirre nihaan la ilaha illallahjahaan hussain wahaan la illa ha illallahkhateebe noke sina la illa ha illallahnamaaz nafs ki izzat hai auliya ki qasamnamaaz din ki hurmat hai ausiya ki qasamnamaaz husne sharaafat hai ambiya ki qasamnamaaz qissa e wahdat hai kibriya ki qasamnamaaz khaire amal ki taraf bulaati hainamaaz ishqe khuda ka hunar sikhaati hainamaaz abd ko mabud se milaati hainamaaz guftugu allah se karaati haiyehi namaaz gunaahon se bhi bachaati hainamaz qabr talak saath saath jaati haila illaha illallahnamaaz wo hai jo faaqon me mustafa  ne parhijaga ke apne hi qaatil ko murtaza  ne parhijo chakiyon ki mushaqat me fatema  ne parhigale laga ke zahar ko jo mujtaba  ne parhijo chaahta hai ke azmat namaaz ki dekhemere hussain  ka wo sajda akhri dekheparhi namaaz jo aabid  ne pushte naaqa paradaa kiya jise baaqir  ne sakhtiyaan seh karbayaan kiya jise jaafar  ne bar sare mimbarruku me barson rahe jiske kaazime muztarraza  ne lab pe sari ar reza sajaa ke parhitaqi ne taqwa e butaalebi bataa ke parhinaqi ne naqwate baatil mita mita ke parhiaur askari ne khabar aakhri suna ke parhipase namaaz musalle pe ro raha koyiimaame asr hai aur hujjate khuda hai wohijahaan hussain wahaan la illa ha illallahkhateebe noke sina la illa ha illallahwo khaimagaah wo saydaaniyaan wo zikre khudajahaan musalle pe zainab rabaab aur fizzahasan ki bewaa ruqayya sakina ka sajdatamaam bibiyaan karti thi sirf ek duamere khuda hame manzur kehte aab rahehussain apne iraadon me kaameyaab rahesadaa e tishna labaan la illa ha illallahjahaan hussain wahaan la illa ha illallahkhateebe noke sina la illa ha illallahmagar namaaz se putcho ke karbala kya haihussain aur tera rishta e wafa kya haikaha namaaz ne sunlo meri baqaa kya haibas ek sajda e shabbir ke siwa kya haihussain hi ka gharaana bacha gaya mujhkowo khud ujarh gaya lekin sajaa gaya mujhkomayaane karbobala aah maine kya dekhaghera la’eenon me kunba rasul ka dekhabutul zaadon ko be aab o be ghazaa dekhabahaata paani udhar lashkare jafaa dekhanamaaz parhte rahe dil me isteraab na thaguzar gaye the kayi din ke ghar me aab na thabataawun kaise ke daswi ko maine kya dekhasahar huwi to shahaadat ka silsila dekhakisi ka sina to zakhmi koyi gala dekhalabe faraat alam khun me bhara dekhahussain laashon pe laashen yuhi uthaate raheaur apni raahe shahaadat ki samt jaate rahekamar ruku’ ki tarha thi magar hussain utheke ehle zulm pe laazimtha ab ke tegh chaleghazab ki tegh chali koyi rokta kaiseimaame waqt the allah ki riza pe rukeazaane asr suniazaane asr suni dekha aalame baalakaha hussain ne subhaana rabbi al aalaaayi sadaa e ghaib ibaadat ka waqt haiay fatema ke laal telaawat ka waqt haijannat me saf bandhi hai imaamat ka waqt haibas bas hussain bas ye ibaadat ka waqt hairakhli mayaan me shahe waala ne zulfeqaarWoh gauf bandhe aaye qamadar das hazaarWoh beshumar tego ke phal aur ek HussainWoh sekdo payame ajal aur ek HussainDube huwe the khoon me geso Hussain keTeron ne chaan daale the pehloo Hussain keNaize kabhi naize ke pehlo pe kiya waarQandhe pe chale saas zara rakibe talwarNa waqt beni kahil ka kaleja pe hiwa waarBazoo me dar aya sabare khuliye khukhaarTege ubhi huwi jo barabar se chal gayiGash kha gaya kalam se nakae nikal gayeKyu kar kaho ke ashke khuda khaaq par giraKhyrunnisa ka maha laka khaaq par giraReti pe mustafa ke jigar ka lahoo giraSayed ki gira Imam gira ke khoon giraWoh zulm wo raha tha ke duniya ulatti thiJab zere teg gardane Shabbir katti thiWoh khuldah teg zaigamo Zehra pe chalti thiMatam kunah namaz thi aur khoon roti thiJaari thi yeh sadae nabi ka nawasa hoonAmma pilao paani main pyaasa hu...2Ya Hussain...x4Ajab ada se jab namazi namaz padhe kar gayaBehan ke saamne noke sina pe chadhke gayaNazar main bhai ke sajdon ki aabotab jo thiBehen sar khule makhtal me maghrebain padhiNazar ke saamne har mahelaqa ki laash rahiGham e Hussain ki barchi utha gayi ZainabMagar namaz ki duniya basa gayi Zainab

Listen offline & build playlists

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.

More Nohay