Hussain hussain hussain ya hussainHayya ala khairil amalHussain hussain hussain ya hussainYa Hussain, YahussainFarzand-e-zahra aba abdillah, sada de rahe hai maqtal se..Tumhe rasool ki beti ka salaamHar jagah majlise bapa karnaKarbala walo se wafa karnaZindagi waqf-e-karbala karnaSunnat-e-zainab-o-sajjad nibhane keliyechalo chalo, Chalo chalo ke jaha farsh-e-aza lejaye, chalochalo..(2)Husaini fikr ko zinda rakho badhao qadamNazar me rakho alamdar-e-karbala ka haram..(2)Kaisi qismat kaha ki taqdeereinChodkar dehr ki ye jageereinTod kar waqt ki ye zanjeereinApne bachho ko alamdaar banana ke liyechalo chalo, Chalo chalo ke jaha farsh-e-aza lejaye, chalochalo..(2)zamee se arsh-e-moalla ka faasla hai bohotmagar husaini qabeele ka hausla hai bohot..(2)bint-e-zehra pe bharosa to karo..apni takhleeq pe socha to karosaath wo dengi iraada to karochaand par parcham-e-abbas lagane ke liyechalo chalo, Chalo chalo ke jaha farsh-e-aza lejaye, chalochalo..(2)jahan hussain nahi ho wo koi ghar to nahiqasam hussain ki yekaam bhi mushkil to nahi..(2)marefat kya hai batane ke liye..roz meraaj pe jaane ke liyeuski tauqeer badhane ke liyehauz-e-kausar pe in ashko ko milane ke liyechalo chalo, Chalo chalo ke jaha farsh-e-aza lejaye, chalochalo..(2)arsh ho khuld ho kausain ya karbal ki zameetum azadaar ho tum par koi pabandi nahi..(2)haisiyat apni khudara samjho..ye bhi zehra ki hai ata samjhokya hai ye zikr-e-karbala samjhosaari duniya ko azakhana banana ke liyechalo chalo, Chalo chalo ke jaha farsh-e-aza lejaye, chalochalo..(2)shahe dilgeer ki hamsheer ka matam na rukesaans ruk jaye ye shabbir ka matam na ruke..(2)duniya walo ne isko kya jaana..kya hai shabbir ka ye afsanaqaid khana ho ya azakhanamaqsad-e-hazrat-e-shabbir bachane ke liyechalo chalo, Chalo chalo ke jaha farsh-e-aza lejaye, chalochalo..(2)ek halqa ho azadaro baraye matamhai isi baat me poshida baqae matam..(2)sabke seeno me ho tazeem-e-aza..hone dena nahi taqseem-e-azahaan ise kehte hai tanzeem-e-azahalqa-e-matam-e-shabbir badhane ke liyechalo chalo, Chalo chalo ke jaha farsh-e-aza lejaye, chalochalo..(2)kya kabhi bhool sake shaam-e-ghareeba ka dhuadast-e-shabbir pe asghar to kabhi laashe jawaa..(2)gunji maqtal me ye zainab ki sadaa..roke ye khaak nasheeno se kaharahe koofa ho ke bazaar-e-jafamere mazloom ka paighaam sunane ke liyechalo chalo, Chalo chalo ke jaha farsh-e-aza lejaye, chalochalo..(2)jab mila hukm-e-rehai to ye zainab ne kahaqaidiyo aao kare matam-e-shabbir bapaaao fizza padho hadis-e-kisamarsiya tum padho kulsoom zarazakiri tumkaro ae zainul ebaaisa matam ho mere bhai kagunj uthi mazhar-o-irfan sadaa..khuld se aagai hai maa zehranauha sunne ko mere baqer kaya abbasa hussaina..(2)ya mazlooma hussainaya asghara hussainaya akbara hussainaya qasima hussainaya zainaba hussainaya sakina hussainaya aliya hussainaya fatema hussainaHussain hussain..
0:000:00
Lyrics
Open lyrics pageListen offline & build playlists
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.