Imam e Zamana Imam e Zamana bada dukh bhara hai hamarafasanaImam E Zamana Imam e ZamanaMukhalif hua hai ya zalim zamana..Imam E Zamana Imam e Zamanahawas maal o zar ki na kal thi na abb haifaqat ek nigah-e-karam ki talab haiyahi hai jahaa'n main hamara khazanaImam e Zamana Imam e Zamana..Ali ke mohibbo Salamat rahotumjahaa'n bhi raho ba hifazatraho tumataa khud karenge tumhe aab o danaImam e Zamana Imam e Zamana..Luta dunga ashqo'n ke sab motio'n kochhupa rakha hai dil me apne ghamo'n komeri arzoo hai mere ghar bhi aanaImam e Zamana Imam e Zamana...Ziyarat ki khwahish ko dil me basa karmai hasrat se dhekunga nigahein uthakarkahi'n par agar qafela ho rawana Imam e Zamana Imam e Zamana...Mujhe to zamee'n par hi jannat mili haimeri zindagi bandagi me dhali haitera astaana hai mera thikanaImam e Zamana Imam e Zamana...Madad kar Mohammad ke waaris hamarimita de dil -e- zaar ki beqararisakhi hai zamane me tera gharana.. Imam e Zamana Imam e Zamana...Hawao'n me roshan jo TAHIR diya haiyahi dar haqiqat wo noor e Khuda haiFizao'n me gunje tera hi taranaImam e Zamana Imam e Zamana..
0:000:00
Lyrics
Open lyrics pageListen offline & build playlists
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.