Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Nohay

Asghar As Haye Asghar As

Irfan Haider
0:000:00
ay mere asghare bezabaantujhe dhundne jaawun kahaanasghar haaye asghar asghar haaye asgharay che mahine waale tujhko mera salaamasghar haaye asghar asghar haaye asgharay shaahedeen ke dilbaray ruhe qalbe maadaray tashnakaam asgharay bezabaan asgharshikwa na karna asgharpaani nahi mayassaraansu bahake maineturbat ko kar diya tartashnaalabi pe terigiryaan hai ye khudaayimazlumiyat ne teriinsaaniyat jagaayibaanu bhi ro rahi haikis darja bekasi haiasghar teri lahad parkhud maut keh rahi haipucho ali ziya seirfan karbala sebaanu ke dil ko dengeye lafz hi dilaasetaarikhe karbala koparh kar anees dekhodushman bhi sar jhukaayekehte milenge tumkoay che mahine waale tujhko mera salaamasghar haaye asghar asghar haaye asghar

Listen offline & build playlists

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.

More Nohay