Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Nohay

Ali Asadullah As

Nadeem Sarwar
0:000:00
Ya ali..haideriyam,qalandaram, mastam banda-e-murtaza ali hastamMara mee kashad ishq-e-oo har taraf.Ali asadullah ali waliyullahGeraftam manaz name haider sharaf.. Ali asadullah ali waliyullahGedayam gedaye gedayane  oo,  Aseeram aseere ameere najafAli asadullah ali waliyullah..(2)Mara mee kashad ishq-e-oo har tarafGeraftam manaz name haider sharafGedayam gedaye gedayane  ooAseeram aseere ameere najafAli asadullah ali waliyullah..(2)Warise tegho alam baabe sharaf..(2)Taaje wehdat ke liye durre najaf..(2)Gauhare nehj-e-balagha ka sadafJalwa-e-fauje khuda waqt-e-sahar..(2)Haa aliyun basharun kaifa bashar..(2)Ali asadullah ali waliyullah..(2)Saqiye kaun-o-maka qiblae jaa..(2)Qasime ilmo adab naro jina..(2)Sahibe lauho qalam roohe rawaMashale noore rukh as-shamso qamarHaa aliyun basharun kaifa bashar..(2)Ali asadullah ali waliyullah..(2)Hamile quadrate qum be izni..(2)Kulle eemaan irado ka dhani..(2)Uske jaisa na sakhi aur ghaniKhake nalain-e-ali durro gauharHaa aliyun basharun kaifa bashar..(2)Ali asadullah ali waliyullah..(2)Hastiye haider-e-qarrar khuda ka lashkar..(2)Pech ammame ke aflako zamee ka chakkarRasta khuld ka hai ja-e namaz-e- haiderMaskane haider-e-qarrar hai allah ka gharNashir-e-fust-o- bi rabbil kaba..(2)Ye zami jiska nishane sajda..(2)Jiska saya nhi uska saayaRabba hu fee hi tajjallae zahar..(2)Haa aliyun basharun kaifa bashar..(2)Ali asadullah ali waliyullah..(2)Paaye haider se jo masraah ka patthar hogaSang wo durre najaf soorate gauhar hogaAisa gauhar jo kabhi meesam-o-qambar hogaAur kabhi surat-e- salman-o-abuzar hogaIshq-e- haider ba khuda lutf-e-khuda..(2)Sahibe zarf ko hota hai ataIshq-e- haider me ibadat ka mazaJiske maddah sabhi warg-o-shajar..(2)Haa aliyun basharun kaifa bashar..(2)Ali asadullah ali waliyullah..(2)Khoob haider ne piya jaam-e-qaza..(2)Apne qatil ko jagakar ye kaha..(2)Kaam kar dushmane rabbe kabaAllah allah ali ka yeh jigar..(2)Haa aliyun basharun kaifa bashar..(2)Ali asadullah ali waliyullah..(2)Alam-e-karb hai tanhai teri..(2)Karbala kha gai beenai teri..(2)Tere bacho me thi danai teriUtra maida me ye kehkar akbar..(2)Haa aliyun basharun kaifa bashar..(2)Ali asadullah ali waliyullah..(2)Fikr-e-rehan-o-nadeem-e-sarwar..(2)Hai dua-e-dile Zahra ka asar..(2)Barsar-e-farsh-e-aza  ya haiderLeke maujood hai tere naukar..(2)Haa aliyun basharun kaifa bashar..(2)Ali asadullah ali waliyullah..(2)

Listen offline & build playlists

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.

More Nohay