Alamdaar Alamdaar[Alamdaar] ×3[Ankhon mein asu, Haathon mein kuze] ×2Pyason ke lab par he ye buka[Alamdaar] ×6Jeene nahin payegi bali SakinaPyaas se marjaayegi bali SakinaNehr se aao Haye AlamdaarAas bandhawo Haye AlamdaarKehne lagi Zainabe Lachaar[Alamdaar] ×6Pyason ki saqai ab kon karegaMein jo karungi buka kon sunegaDasht mein tanha Haye AlamdarBhai he mera Haye AlamdaarKaise jiye Sayade abraar[Alamdaar] ×6Thaame kamar haath se shahe huda heDashte bayabaan mein mehwe buka heMein hu(n) akela Haye AlamdaarChahe dilasa Haye AlamdaarGhere he ye lashkare kuffar[Alamdaar] ×6Bali Sakina yahi kehti he rokarKoi chachajaan se kehde ye jaakarMein huwi be ass Haye AlamdarKoi nahin paas Haye AlamdaarAb nahin pani ki talabgaar[Alamdaar] ×6Bain he kulsum ke jeeke karun kyaTera alam dekh ke karti hu(n) nawhaDe gaya tu gham Haye AlamdaarKarti hu(n) matam Haye AlamdaarAy mere parde ke nigehdaar[Alamdaar] ×6Chalne lagi jis ghari bhayi pe shamsheerRo ke ye kehne lagi Zainabe dilgeerBhai ko mere Haye AlamdaarAake bachaale Haye AlamdaarKon bane sheh ka madadgaar[Alamdaar] ×6Dhal gaya din dasht mein sham jab aayiAale payambar ki thi ban mein duhaiBan ke maseeha Haye AlamdaarLot ke aaja Haye AlamdaarGhar na jalaade ye sitamgaar[Alamdaar] ×6Parti he nade ali ale payambarKehti he rokar yahi aale payambarKisse kahein hum Haye AlamdaarApne sabhi gham Haye AlamdaarHum huwe lachaar-o-dilafgaar[Alamdaar] ×6"Mazharo irfan" wo kaisa tha manzarLut gaye ehle haram chin gayi chadarBoli ye fizza Haye AlamdaarKyun nahin aaya Haye AlamdaarBan gayi khud Zainab-e-lachaar[Alamdaar] ×6
0:000:00
Lyrics
Open lyrics pageListen offline & build playlists
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.