Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Nohay

Alam Abbas(As) Ka

Nadeem Sarwar
0:000:00
Alam abbas kaAl Qama bataAy al Qama bataAy Karbala bata, Ay al Qama bataTanha Hussain dekh, rahe the ye majraAya tha kis tarha say, tarai me ba wafaOr kis tarha se khun may tar ho kai reh gaya[Alam abbas ka, alam abbas ka] ×2Ye wo alam hai jis say, shahidon ki shaan hai Qurbanion ka naam, wafaa ka nishan hai Bachon ki abroo hai, Sakina ki jaan hai[Alam abbas ka, alam abbas ka] ×2lehra raha hai iska pharera hawaon mai iski bulandyo ka hai charcha fizaon mai sab karbala hai iskai phareray ki chaon mai[Alam abbas ka, alam abbas ka] ×2phaila huwa iska jo saya Hussain tak rasta isi ne sub ko dikhaya hussain tak hur bhi isi ko dekh kar aya hussain tak[Alam abbas ka, alam abbas ka] ×2piyaso ka is alam may safina bhi dekhiye panjay mai roshni ka khazina bhi dekhiya lipti hui hai mashk-e-sakina bhi dekhiye[Alam abbas ka, alam abbas ka] ×2dekh is alam kay saye mai yakja hai kon kon qasim hai baheb-e-kalbiyo Aabis Umairo oun akbar say khoob ruke barabar kharain hain john[Alam abbas ka, alam abbas ka] ×2ghazi kai khun sai jo mili hai baqa isay hazir ye iftikhar rahay ga sada isay har dor main uthayengay ahle-e-aza isay[Alam abbas ka, alam abbas ka] ×2bete bichar gaye hain ye dil ko malal hai lakin bahan ko bhai kai haq ka sawal hai zainab ko har dua mai isi ka khayal hai[Alam abbas ka, alam abbas ka] ×2ay tashnalab wafao kay darya salam lai har apne soghwar ka piyasa salam lai ay karbala kai dast-e-guridan salam lai[Alam abbas ka, alam abbas ka] ×2

Listen offline & build playlists

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.

More Nohay