Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Nohay

Achchay Mere Baba

Nadeem Sarwar
0:000:00
haaye kya aalame tanhaayi haijab aakhri rukhsat ko chale sayyade waalakohraam tha dil hote the gham se taho baalashabbir ne godi se sakina ko utaaraghaazi ko kabhi akbar o qaasim ko pukaarababa ko qasam deke bulaati thi sakinasar pitti piche se chali jaati thi sakinaachhe mere baba haaye kya aalame tanhaayi haiachhe mere baba na sakina se chupaanakahin bhul na jaanadil rota hai kyun pehna hai malbus puraanakahin bhul na jaanais tarha safar par koyi jaata nahi dekhapehne tumhe aisa kabhi kurta nahi dekhamein jaan gayi aaj hai maqtal me thikaanakahin bhul na jaanasheh bole mein qurbaan meri jaan sakinaek waada hai jo aaj nibhaana hai sakinakhaimon se nikal kar na hame dhundhne aanakahin bhul na jaanakal raat se bechain the mein dekh rahi thimein sine pe leti thi magar soyi kahaan thiab samjhi tumhe ham se bohat dur hai jaanakahin bhul na jaanaaata hai nazar haal gharibi ka tumhaarilagta hai ye saamaan yatimi ka hamaaribaba hame jine nahi dega ye zamaanakahin bhul na jaanaakbar kabhi asghar kabhi qaasim ne rulaayajo ran ko gaya aaj palat kar nahi aayabhuli nahi ab tak mein chacha jaan ka jaanakahin bhul na jaanapehlu se shahe din ke na hatti thi sakinadaaman kabhi qadmo se lipatti thi sakinatarhpaata hai ye aap ka daaman ko churhaanakahin bhul na jaanaay sarwar o rehaan ye kehne lage sarwarham bhi wahin jaate hai jahaan sote hain asgharbeti phuphi ammaa ko na ro ro ke rulaanakahin bhul na jaana

Listen offline & build playlists

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.

More Nohay