Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Nohay

Abbas As Kia Karay

Shadman Raza
0:000:00
haay abbas kya kareroka huwa hai tegh ko ghaazi hai tashnakaamhukme imaame waqt se majbur hai gulaamare armaan saara jang ka ashkon me beh gayaabbas aaj laashe uthaane ko reh gayamilti nahi hai ran ki riza jab imaam seabbas kya karelaashon pe laashe aate rahe dekhta raheabbas kya karehaay abbas kya kare1. Koi bachha maqtal se jabkhun me naha kar aata haiaaqa laasha laate hain tosharm se sar jhuk jaata haitukde huwe hain khaak pe wo god ke paleabbas kya karelaashon pe laashe aate rahe dekhta raheabbas kya kare2. Baba ijaazat milti nahiaaj bohot sharminda hunaun o mohammad jaan se guzreaur mein ab tak zinda hunbinte ali ke lakhte jigar dono mar gayeabbas kya karelaashon pe laashe aate rahe dekhta raheabbas kya kare3. Maqtal me kya haal huwa haiaaqa hasan ke bete kadil me mere zakhm banaa haiqaasim ke har tukre kaghathri banaake laayi gayi mere saamneabbas kya karelaashon pe laash aate rahe dekhta raheabbas kya kare4. Ek tadbir ye maqtal ki haimashk mein le kar jaawungabibi sakina ki khaatir meinpaani le kar aawungamaangi hai is ne izne wigha haath jod keabbas kya karelaashon pe laashe aate rahe dekhta raheabbas kya kare5. Darya saamne behta hai basizn wigha ka mil jaayesaaqi e kauthar ke bacchon parpaani bandh huwa haayerote huwe ye aas se hain mujh ko dekhteabbas kya karelaashon pe laashe aate rahe dekhta raheabbas kya kare6. Khwahish ye hai aakhri lamhaunki zyaarat ham paayenaisa nahi ho laash utha karmere aaqa thak jaayenaaye madad ko aaqa mere kis tarha kaheabbas kya karelaashon pe laashe aate rahe dekhta raheabbas kya kare7. Shadman paani lene gayeabbas ki mushkil kam na huwitir qamar aankho me laga thakhoon baha aur mashk chidisar pe laga hai gurz mere haath kat gayeabbas kya karelaashon pe laashe aate rahe dekhta raheabbas kya kare

Listen offline & build playlists

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.

More Nohay