Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Nohay

Abbas Aa Jao

Nadeem Sarwar
0:000:00
Ek shor hai..Abbas hai abbas..(2)Ek shor haiAbbas hai abbas..(2)Dariya pe jo pohcha asadullah ka pyaraAbbas hai abbas..(2)Dariya pe jo pohcha asadullah ka pyaraLalkar ke phir fauj ko ghazi ye pukaratum sab yehi kehte the ke dariya hai humaraab dekho ke dariya hai humara ke tumharalo cheenlo ye hum hai ye qabza hai hamaradariya hai humara..(4)abbas ka nara hai alamdar ka naradariya hai humara..(2)lo cheenlo ye hum hai ye qabza hai hamaradariya hai humara..(2)Abbas e alamdar, alamdar, alamdar..(3)1. Mai haider e qarrar ke saaye me pala humai fatima zahra ki duao ka sila huabbas mera naam alamdar e wafa huye naam o nasab hai meri qismat ka sitaradariya hai humara..(2)lo cheenlo ye hum hai ye qabza hai hamaradariya hai humara..(2)abbas ka nara hai alamdar ka naradariya hai humara..(2)2. Aaqa ki duao ka karam saath hai meredekho bani hashim ka hasham saath hai mererutba hai alamdar alam saath hai merelehrake farera bhi ye karta hai isharadariya hai humara..(2)abbas ka nara hai alamdar ka naradariya hai humara..(2)Abbas e alamdar, alamdar, alamdar..(3)3. Sahil pe jo ye fauj ke daste hai tumhareek aan mein paywand e zamee'n ho abhi saaredariya ulat aaye abhi qadmo'n me humareek hashr bapa kardu mai kardu jo isharadariya hai humara..(2)lo cheenlo ye hum hai ye qabza hai hamaradariya hai humara..(2)abbas ka nara hai alamdar ka naradariya hai humara..(2)4. Khat bhej ke tumne jinhe yasrab se bulayamehman the lekin unhe dariya se hatayapyaase hi rahe wo unhe paani na pilayaAllah ne jinke liye kausar ko utaradariya hai humara..(2)abbas ka nara hai alamdar ka naradariya hai humara..(2)Abbas e alamdar, alamdar, alamdar..(3)5. Ye hukm hai aaka ka na talwar uthanawarna meri zarbo se larazta ye zamanaye fauj e jafakaar ye zalim ka thikanaek naize se naqsha hi badal jayega saaradariya hai humara..(2)lo cheenlo ye hum hai ye qabza hai hamaradariya hai humara..(2)abbas ka nara hai alamdar ka naradariya hai humara..(2)6. Kya fauj ki tadaad batate ho hume tumhum dekhe ke kis tarha hatate ho hume tumkis hakim o jabir se darate ho hume tumab naam na lena kisi hakim ka dobaradariya hai humara..(2)abbas ka nara hai alamdar ka naradariya hai humara..(2)Abbas e alamdar, alamdar, alamdar..(3)7.Pyaasa hu magar sunle sabhi dushman e jaanipaani mujhe peena nahi lejana hai paanihaye mere masoomo ki wo tishna dahanihai mashk e sakina unhi pyaaso ka saharadariya hai humara..(2)lo cheenlo ye hum hai ye qabza hai hamaradariya hai humara..(2)abbas ka nara hai alamdar ka naradariya hai humara..(2)8. Tareekh ne dekha na hilal aisa wafadarAbbas e alamdar, alamdar, alamdar..(2)Tareekh ne dekha na hilal aisa wafadarAb bhi hai tarayi ki zamee'n par wo dilafgarwo dekh zara roza e abbas e alamdarek zinda gawahi hai ye marqad ka nazaradariya hai humara..(2)abbas ka nara hai alamdar ka naradariya hai humara..(2)lo cheenlo ye hum hai ye qabza hai hamaradariya hai humara..(2)Ek shor hai..dariya hai humara..(2)Ek shor hai..dariya hai humara..(2)

Listen offline & build playlists

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.

More Nohay