Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Zinda rehne ke liye

Shadman Raza · 2012

Listen to this nauhaPlay the audio with lyrics
Zikre shabbir me karke jannat ataahaq ne puchha bata aur kya chaahiyemaine lauta di jannat ye kehte huekarbala karbala karbala chaahiyezinda rehne ke liye bas ek jazba chaahiye..(2)karbala bas karbala..(2)1. Theek hai darya me musa ke liye raste bane..(2)ya ali keh kar hame paani pe chalna chaahiyekarbala bas karbala..(2)zinda rehne ke liye bas ek jazba chaahiye2. Tashnagi sab ki bujhane ke liye darya nahi..(2)hazrate abbas jaisa ek pyaasa chaahiyekarbala bas karbala..(2)zinda rehne ke liye bas ek jazba chaahiye3. Chhe mahine ke ali asghar ka ye paighaam hai..(2)jitna jina hai zaruri utna jina chaahiyekarbala bas karbala..(2)zinda rehne ke liye bas ek jazba chaahiye4. Aakhri sajda kiya shabbir ne ye soch kar..(2)jaisa wo mabood hai waisa hi sajda chhahiyekarbala bas karbala..(2)zinda rehne ke liye bas ek jazba chaahiye5. Dekhiye paakiza kitni hai dua e fatema..(2)sochiye ek maatami ko kaisa hona chaahiyekarbala bas karbala..(2)zinda rehne ke liye bas ek jazba chaahiye6. Kat gaya sajde me sar to keh utha ishqe hussain..(2)ab sina ki noq par quran parhna chaahiyekarbala bas karbala..(2)zinda rehne ke liye bas ek jazba chaahiye7. Chaahiye bas meri beti ko sakina ki dua..(2)mere bete ko ali asghar ka sadqa chaahiyekarbala bas karbala..(2)zinda rehne ke liye bas ek jazba chaahiye8. Ye hussaini hain dua e sayyada hai unke sath..(2)har yazidi ko azaadaaron se darna chaahiyekarbala bas karbala..(2)zinda rehne ke liye bas ek jazba chaahiye9. Aao suraj me bichhaate hain qamar farshe azaa..(2)har jaga par karbala ka zikr hona chaahiyekarbala bas karbala..(2)zinda rehne ke liye bas ek jazba chaahiye

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.