Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Zinda rakhenge hum Karbala

Farhan · 2010

Listen to this nauhaPlay the audio with lyrics
haider ke hami - zinda haishabbar ke hami - zinda haishabbir ke hami - zinda haiabbas ke hami - zinda haisajjad ke hami - zinda haiakbar ke hami - zinda haiasghar ke hami - zinda haiqasim ke hami - zinda haiTujse wada hai ye (shahe karbobala) -2zinda rakhenge hum karbala - ya husainkarbala karbala karbala - ya husainzinda rakhenge hum karbala - ya husainapni aawaz me, apne andaaz meapne anjaam me, apne aghaaz mehum sadaa.. Husainzinda rakhenge hum karbala - ya husainkarbala karbala karbala - ya husainzinda rakhenge hum karbala - ya husain1. Apni naslo ko paigham de hum yahimatame shahe dee (qarz hai har ghadi) - 2maqsade karbala aam karte rahowaqf kardo ghame (shaah me zindagi) - 2apne paighaam me, apne ehkaam meapne aaraam me, apne har kaam mehum sadaa.. Husainzinda rakhenge hum karbala - ya husainkarbala karbala karbala - ya husainzinda rakhenge hum karbala - ya husain2. Surato me takaza ye karta rahetum raho na raho (haq to zinda rahe) - 2saans ruk jae kat jae chahe zabakhoon behta rahe (aur ye kehta rahe) - 2apne tatheer me, apni tafseer meapni tehreer me, apni taqreer mehum sadaa.. Husainzinda rakhenge hum karbala - ya husainkarbala karbala karbala - ya husainzinda rakhenge hum karbala - ya husain3. Maa ne gutthi me humko pilaya hai kyakarbala karbala (karbala karbala) - 2bolna yu sikhaya ke bolo zarakarbala karbala (karbala karbala) - 2apne azhaan me, apne wehdan meapne eeman me , apne ailaan me4. zuljanah ho amari alam taziyaye alaamat hai (mit na jae kahi) - 2mannati hathkadi aur kalawe jo haisaari duniya me ye (apni pehchaan hai) - 2apni akaar me, apni guftaar meapne eesaar me, apne qirdaar me5. Nauha khwani ka mansab mila hai jiseuspe wajib hua (bus ye paigham de) - 2tere lehje me haadi ki darkaar hoaur chehre pe ho (karb sajjad ke) - 2apni faryaad me, apni uftaad meapni har yaad me, apne aulaad me6. sabke laasho pe shabbir rote rahelaashe shabbir par (koi ro na saka) - 2ye sitam dekh kar boli sajjad sebinte khaiber shikan, (saniye sayyada) - 2apne ailaan me, ghum ke aiwaan meghum ke toofan me, jaake zindaan me7. Jab aseerane ghum shaam jaane lagechashme sajjad se (ashk behne lage) - 2bekafan baap ki laash par gir pademera wada hai ye (roke kehne lage)- 2apne aazaar me, rahe purkhaar mejaake bazaar me, aur darbaar me8. Kamsino ki judai me asghar ka ghumaur jawano ke ghum me (ho akbar ka ghum)- 2baap se koi beti bichad jae garhum manaenge (bali sakina ka ghum) - 2apne pyaro ka ghum, bhool jaenge humhar jagah har qadam, maula teri qasam9. jo qalam aur awaaz par qarz haiqarz wo ho adaa (al madad sayyada) - 2kaam farhan o mazhar ye karte raheqarya qarya sada (al madad sayyada) - 2maqsade karbala, chhup nahi paegatujhse wada raha, jaan karke fidaya husain... yaa... husain

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.