Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Zameenain Nabi ki ..Zamana Nabi ka

Nadeem Sarwar · 1990

Listen to this nauhaPlay the audio with lyrics
YA RASOOL ALLAH YA HABIB ALLAH YA NABI ALLAH YA RASOOL ALLAHBalaghal Ula Bi Kamalihi, Kashafad Duja Bi Jamalihi,Hasunat Jameeu Khisalihi, Sallo Alaihi Wa aalihi.YA RASOOL ALLAH YA HABIB ALLAH YA NABI ALLAH YA RASOOL ALLAH(Zameenain Nabi ki ..Zamana Nabi kaYeh sari Khudai Khazana Nabi ka ) x2sallallahu alaihi wasallam x21) Na Bhoolay ga teri Sada ko ZamanaUtar ker Falak say Zameen per wo anawoh Maccay ki Galiyon main Khoon main nahanawoh wazn e resalat utha na NABI ka2) Wo bandon ko apnay Khuda say mila kersaleqa hamain bandagi ka sekha kerJo thay darmiyan thay uun budon ko hata kerKhuda ka hi sajda karana Nabi ka3) Khuda jis say dekhay Nabi woh Basaratsunay jis say Khaliq Nabi woh samaatMasheyat Khuda ki,Nabi ki MasheyatIrada Khuda ka ,Irada Nabi ka4) Salam un per jo hay Zamanay per sayakay un main Khuda nay hay khud ko basayaHussain o Hassan ho Ali ho kay ZehraNabi ki tarhan hay Gharana Nabi ka5) yeh mujda sunay hum say aqwam e aalamkay ab waqt shayad bohat reh gaya kamkay ain sawar is main hojain ab humsafeena howa hay rawana Nabi ka6) Hain Naalain sarwar Naveed aur sarwarGhulam e Khadeja Nabi kay hain NokarDua hay yeh inki jo ho Roz e mehshartou in per bhi ho Shamyana Nabi ka

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.