Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Zalim abhi khanjar na chala

Sachey Bhai · 2010

khanjare zulm liye shimre sitamgaar badhadi tarap kar dar-e-khaime se ye zainab ne sadaabhi khanjar na chala abhi khanjar na chalazaalim abhi khajar na chala1. Toot mat behre khuda fatima zehra ka chaynaur kuch der teherja aray zaalim ke hussainbakshishe ummate jad ki abhi kartey hai duaabhi khanjar na chala...2. Teen din hogaye pyasa hai nabi ka janizibha karna hai to do ghoont pilade panikund khanjar hai mere bhai ka sookha hai galaabhi khanjar na chala...3. Bosagaahe nabavi hai ye gala ay zaalimsheh-rage deen pe khanjar na chala ay zaalimchoomte the isi halqoom ko mahboob e khudaabhi khanjar na chala...4. Chhod kar khuld zara fatahey khyber aalayaur kuch dayr teher ja ke payambar aalayaati hi hogi wo aa lene de amma ko zaraabhi khanjar na chala...5. Kya karoon jau kahan kis ko pukaroon bhaikaise dekhegi tumhein todte dam maa jaayiya ilahi mujhe shabbir se pehle le uthaabhi khanjar na chala...6. Haye kis dil se karoon tazkiraye zoro jafakat gaya saamne zainab ke shahe deen ka galacheekhti reh gayi zainab sar e maqtal ba khudaabhi khanjar na chala.

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.