Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Zainab Zainab

Farhan · 2022

Listen to this nauhaPlay the audio with lyrics
Abbas haye abbas..(2)Khaimo mein alam aaya alamdar na aaya..(2)Shabbir ne zainab ko yehi nauha sunayaDarya pe maara gaya tera alamdar zainab..(2)Zainab, Zainab, ZainabDarya pe maara gaya tera alamdar zainabZainab, Zainab, ZainabTooti hai meri kamar lut gayi sarkar zainabZainab, Zainab, ZainabDarya pe maara gaya tera alamdar zainabZainab, Zainab, Zainab..(2)1. Haatho mein kuza liye baithe hai pyaasehai sabko aas zainab us bawafa seus bawafa semuh hum se mod gayaghurbat mein chhod gayadil mera kehta hai ab jeena hai bekar zainabZainab, Zainab, Zainab..(2)Darya pe maara gaya tera alamdar zainabZainab, Zainab, Zainab..(2)2. Kehti thi meri bachhi aayega paniUsko suna do zainab ghum ki kahanighum ki kahanimaara gaya saqqakunba raha pyaasapyaso pe ho gaya qurban woh salaar zainabZainab, Zainab, Zainab..(2)Darya pe maara gaya tera alamdar zainabZainab, Zainab, Zainab..(2)3. Mashk e sakina chhidi kat gaye shaanekaise zamee'n par aaya allah hi jaaneallah hi jaanegurz tha sar pe lagaaankh mein teer bhi thauthna chaha to na uth paya wo jarrar zainabZainab, Zainab, Zainab..(2)Darya pe maara gaya tera alamdar zainabZainab, Zainab, Zainab..(2)4. Darya pe jab mai pocha laasha uthaneki thi mujhse wasiyat us bawafa neus bawafa nelaasha khaimo me meraaaqa lekar na jaanayeh keh ke chhod gaya mujhko wafadar zainabZainab, Zainab, Zainab..(2)Darya pe maara gaya tera alamdar zainabZainab, Zainab, Zainab..(2)5. Mujhpe chalega khanjar khaime jalengechadar chinegi teri baazu bandhengebaazu bandhengesabka ghumkwar hogamera beemar hogaab tak abbas tha ab tu hi hai salaar zainabZainab, Zainab, Zainab..(2)Darya pe maara gaya tera alamdar zainabZainab, Zainab, Zainab..(2)6. Maula ka nauha tha yeh Farhan o Mazharfarshe azaa bichao aye meri khwaharaye meri khwaharaao ab zere alambarpa karein matamhum hai us bawafa ke pehle azadar zainabZainab, Zainab, Zainab..(2)Darya pe maara gaya tera alamdar zainabZainab, Zainab, Zainab..(2)

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.