Khaime dariya se hatane ke jo kuffar chaleis taraf ghaiz me Abbas Alamdaar chalehaal ye dekh ke..Shabbir ne Zainab se kaha..koi takbir karo rann me talwar chaleZainab rok lo Abas kobole ye sheh e abrarkahi chal na pade talwarZainab rok lo Abbas ko x 3Aey saani e Zehra dekh to loAb saani e Haider Ghaiz me haiKhaimon ke hataye jaane seAbbas e Dilawar ghaiz me haiMehshar ke hai sab aasaarKahi chal na pade talwaarzainab.. Rok lo Abbas ko x 3Vaada jo kiya tha nana seHum usko nibhane aaye haiKhaimon ki hume kuch fikr nahiHum deen bachane aaye haiMehnat na ho ye bekaarKahi chal na pade talwaarZainab.. Rok lo Abbas ko x 3Shabbar ke janaze par ZainabJab teeron ki bauchhaar huiAbbas ke tewar badle theLekin na wahan yalgaar huiHai jung yaha tayyarKahi chal na pade talwaarZainab.. Rok lo Abbas ko x 3Is waqt humare maqsad koSaache me wafa ke dhaalna haiYe kaam tumhara hai zainabAbbas ka ghussa taalnaNikla hai alam bardarKahi chal na pade talwaarZainab.. Rok lo Abbas ko x 3Jab jab bhi use ghaiz aya haiHar mod pe maine tokaTalwaar uthane se ab takAbbas ko maine roka haiAb rokna hai dushwaarKahi chal na pade talwaarZainab.. Rok lo Abbas ko x 3Ye 4 Moharram hai ZainabAshur me thodi duri haiAbbas ko hum kaise rokeYe sabse basi majburi haiImdad karo ek baarKahi chal na pade tayarzainab.. Rok lo Abbas ko x 3Talwar se rann me ghazi neKhat khech diya hai aye zainabHaider ke shujaat ka warisGhusse me bhara hai aye zainabManzil hai badi dushwaarKahi chal na pade talwaarZainab.. Rok lo Abbas ko x 3Taakhir na ho ab jal karoLagta hainkayamat aati haAb dil ki hamare bechainiYe soch ke badhti jaati haiBadhne na lage takraarKahi chal na pade talwaarZainab.. Rok lo Abbas ko x 3Aey Amir o fakhri ankhon seShabbir ke ansu behte theBha ko jo ansu behte theWoh pyari behen se kehte theShabbir hai ab lachaarKahi chal na pade talwaarZainab.. Rok lo abbas ko x 3
Zainab Rok Lo Abbas Ko
Ameer Hassan Amir · 2010
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.