Zainab (SA) ka wasta (×4)Ya rab dua kabool how zainab ka wasta (×2)Kerbobala ki sabira muztar ka wastaYa rab dua kabool how zainab ka wasta (×2)1. Dar dar phiri bhazaron mei,bey makhna how chaadar (×2)Us warise tathir ki chaadar ka wastaYa rab dua kabool how zainab ka wasta (×2)2. Dow lal ko nisaar kiya rahey khuda mei (×2)Zainab key dil key dago Kay lashkar ka wasta (×2)Ya rab dua kabool how zainab ka wasta (×2)3. Lori jisey sunati thi zainab jow pyarsey (×2)Us ladley masoom Ali Asgar ka wastaYa rab dua kabool how zainab ka wasta (×2)4. Jow hain mariz unko shifa jald ata how (×2)Ham shakley fatemah key khuley sar ka wastaYa rab dua kabool how zainab ka wasta5. Ya Rab hamey masoomon ki ziyarat nasib how (×2)Mazloome kerbala key Katey sar ka wastaYa rab dua kabool how zainab ka wasta (×2)Zainab ka wasta (×2)
Zainab ka wasta
Batul and Fatima Dhamani · 2009
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.