Alwida.. Alwida..(2)khwahara khuda hafizAlwida.. Alwida..(2)Alwida behen zainab..(4)Zainab e hazin e man..(2)khwahara khuda hafizAlwida durida tan..(2)khwahara khuda hafizMan kebi alamdaram, be muino be yaaramaz hayat e be zaram, khwahara khuda hafizZainab e hazine man..(2)khwahara khuda hafiz1. Aye meri behen zainab ghar tere hawale haijo layeqe sajdah hai sar uske hawale hai..(2)bus chalne ko hai khanjar..(2)khwahara khuda hafizMan kebi alamdaram, be muino be yaaramaz hayat e be zaram, khwahara khuda hafizZainab e hazine man..(2)khwahara khuda hafiz2. Kehna mere nana se ghar baar lutaya haiis tarha nawase ne waade ko nibhaya hai..(2)sar hai mera naize par..(2)khwahara khuda hafizMan kebi alamdaram, be muino be yaaramaz hayat e be zaram, khwahara khuda hafizZainab e hazine man..(2)khwahara khuda hafiz3. Tum baad mere zainab mushkil se na ghabranaabbas e jari bankar har zulm se takrana..(2)aye jaan o dil e haider..(2)khwahara khuda hafizMan kebi alamdaram, be muino be yaaramaz hayat e be zaram, khwahara khuda hafizZainab e hazine man..(2)khwahara khuda hafiz4. Zainab meri beti ko har ghum se bacha lenajab roye sakina to godi mein sula lena..(2)kamsin hai meri dukhtar..(2)khwahara khuda hafizMan kebi alamdaram, be muino be yaaramaz hayat e be zaram, khwahara khuda hafizZainab e hazine man..(2)khwahara khuda hafizAlwida.. Alwida..(2)khwahara khuda hafiz
Zainab e Hazin e Man
Ali Shanawar and Ali Jee · 2020
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.