Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Ye Zameen Hussain Ki Aasman Hussain Ka

Salman Ali Zia Raipuri · 2023

Ya Hussain Ya Hussain Ya HussainYe zameen hussain ki aasmaan hussain kaDo jaha ki baat kya kul jaha hussain ka1- taaqato pe kufr ki hogya hai khandah zanTeer khaa k halq par bezabaaa hussain ka2-ambiyaan ka azm bhi saaath chhor de jahaUs muqaam par hua imtehaan hussain ka3- Bakshish nijaat ke saath khuld milgaiHur jo do ghadi hua mehmaan hussain ka4- Karbala me deen ke paasbaan hussain theAb hai deen mustufa paasbaan hussain ka5-Rehmat ilaaha ka rozo shab nuzool haiSajdah gaah khalq hai aastaan hussain ka6-Rashk khuld bann gya rek zaare karbalaKat ke is tarah khila gulsitaaan hussain ka7- Dil ki aarzoo ziya us ghadi bar aaaegiDekh lengy ham bhi jab aastaan hussain ka

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.