Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Ye saare nazare ishq ke hai

Irfan Haider · 2025

Hussain... Hussain... HussainWoh jisko saare Hussaini salaam kehte hainUsay Hussain alayhis salaam kehte hainHussain Hussain Maula Hussain, Ya Hussain MaulaHussain Hussain Maula Hussain, Ya Hussain MaulaMaah-e-Aza ka chaand nikla, aa gayi ghar mein Fatima ZahraLibaas kaale pehen Ke saare Hussain walay farsh-e-aza pe aayeAake parcham karein ge maatam, dilon mein har damZinda rahega yeh gham,dekhna ek din ban kar Hussaini bolega yeh zamana, Bolega yeh zamana,yeh saare nazaare Ishq ke hain - 2Hum ho na ho hamesha hota rahega, Ya Hussain1. 14 sadiyaan beet chuki hain, gham yeh koi bhi naa bhoolaDekho humare ghar mein saja hai Babul Hawaej ka jhoolaJhoolay se behne lipti hui hain, le kar haathon mein kurta2. Dekho julooson mein jo Hussaini baandhe hue hain Sar pe kafanAashiq-e-Mola hain yeh saare, Karbobala hai inka watanDil mein udaasi, aankhon mein aansoo, hothoon pe Maula MaulaRahe Salaamat ishq-e-Hussaini Rahe Salaamat saare Hussaini - 2Hussain Ya Hussain Maula, Hussain Ya Hussain Maula3. Qasim ki mehndi, Akbar ka sehra, Taboot o ZuljanaWo sheh nasheen patke alam ke tasbeehe FatimaChadar koi jo baantay to yaad aati hain bibiyanAur choti choti shehzadiyaan mein bat'ti hain baaliyaanSaath alam ke mashke sakina dekhi to dil yeh bola4. 8 moharram hum karte hain haazri meri Maula Ghaazi kiBachon ko apnay sakka banakar sabko pilatay hain paaniGhaazi ka sadqa milta hai usko aata hai jo bhi pyaasa5. paao Dabata hai koi khaadim, koi hataata hai patharKarbobala ki samt Najaf se jaate hain jab zaer chal karEk sada hai sab ke labon par – Labbaika Ya Hussaina6. Aashura ki shab saare Hussaini ghar ghar charaga karte hainAur aza khanon mein jaa kar rote hain, noha padhtay hainKarte hain maatam, sun kar azane akbar subhe ashura7. Aag pe jalna, khoon bahaanaBaap se hum ne seekha haiRokay ga hum ko kya yeh zamanaMaatam hamara wirsa haiJab tak badan mein khoon hai, baaki Maula ko Dain ge pursa8. Zeeshan aur Irfan-e-Aza hum Khalq hue is gham ke liyeMaan ne humari paala hai humko majlis aur maatam ke liyeUngli pakar kar majlis mein laa kar, maan ne bataya beta

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.