Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Ye Fatima bhi hai Zehra bhi hai

Shadman Raza · 2011

yaa raaziya yaa marziya yaa tahera yaa sayyada 2yeh fakhre aamina sarmaayae rasool bhi haiyeh fatema bhi hai zahra bhi hai butool bhi hai 3har ek sawaal ka behtar jawaab zinda haisadaaqato ka mukammal nisaab zinda haibahaare baaghe risaalat ma aab zinda haikhuda ke bando khuda ki kitab zinda haibayaan azmatei khaatoone qaaenat sunomubahele ki zubaan se khuda ki baat sunokaha jo bizato minni toh ho gaya maalumdile rasul ki surat hai fatema maasumkamaale ilm se aisa bana diya maqsoomnaseeb ho gaye 11 imamato k nuzoolwaqaar binte nabi me na kuch kami aayekhuda ke ghar mei isi waaste ali aayeali ne shukr se mazdooriyo me din kaatenabi ki beti ne chakki me khusk jao peeseali ne baago me paani diya jihaad kiyenabi ki beti ne faako me bhar diye sajdejihaad nafs ka maidaa ali ke haath rahakamaale sabro riza faatima k saath rahawo ek chota sa ghar poori kaaenat ka dilwoh ek hujra imamat ke noor ki manzilwoh baamodar jinhe sajda kare mahe kaamilwoh ek nakhl ke saaye me khuld ki mehfiladab ke saath balandi ka har nishaan jhukejaha kaneez ke rube pe aasmaan jhukebanaame faatema ummat ki betiya jaagenigaahe akl se raftaare zindagi dekhebaraaye ghairate dil apne aap se puchekise milegi jagah fatema ki mehfil mekhuda kare woh tamashaae rozgaar naa horasule paak ki beti se sharmsaar na hodhua tanoor se uttha to saaelo k liyekhameer ho gaya aata musafiro ke liyesukoone qalb ka samaan bekaso k liyegizaaye sabro riza apne kamsino k liyeisi makaam pe khairul amal ke jalwe haiyahi woh har hai jaha inqilaab palte haiali ke chehrae aqdas pe ambiya ka jalaalwujud fatema zahra pe mustafa ka jamaalali ke dam se jaha me tajalliyo k nehalmataye fatema zahra hasan husain se laalali ne masjide kufa me zakhm khaaya haizamaane waalo ne zahra ko bhi rulaaya hai

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.