Ya sayyedi Ya abbas Ya abul fazlil abbas..(4)Kehte hai rokar ghulam lijiye aaqa salam..(2)tashna labo tashnakaam sabro wafa ke imamMashk chidi dil chida pani baha khoo baha..(2)Behre wafa jaan di hogai zinda wafaKyu na ho bache udaas toot gai sabki aas..(2)Kaun hai dharas bandhae aake sakina ke paasHaatho se thame kamar ran me khade hai husain..(2)Ro ro ke saidaniya karti hai khaimo me bainNanhi sakina ko ab seene lagaega kaun..(2)Pyaasi hi marjaegi pyaas bujhaega kaunMashko alam ke liye dilka lahu behgaya..(2)Shamme wafa bujh gai naam e wafa reh gayaAbhi madad ko agar aap nahi aaenge..(2)Bibiya lut jaegi khaime ujad jaengeMashko alam zindabad zikre wafa zindabad..(2)Mashko alam se reyaz aati hai ghazi ki yaadYa sayyedi Ya abbas Ya abul fazlil abbas..(4)
Ya sayyedi ya abbas
Sayed Salman Mahdi Rizvi · 2010
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.