Assalam o alaiki yasayyeda, tahira, raziya, marziya, fatimaYa sayyeda, khair un nisa..(2)ya marziya, ya fatima..Duniya tumhari khaak e paaya marziya, ya fatima..Ya sayyeda, khair un nisa..(2)ya marziya, ya fatima..1. Chakki chalayi deher kifuqra ko nano zarr diyakhud faqa kash reh reh ke bhisaael ke kaase bhar diyajo kuch bhi tha chup chap wo..(2)raahe khuda mein de diyaYa sayyeda, khair un nisa..(2)ya marziya, ya fatima..2. Tazeem yu baba ne kiumme abeeha ban gayiis waaste ashraaf meintazeem tere ghar ki thidarr par tere utre malak..(2)khud chalke taara aagayaYa sayyeda, khair un nisa..(2)ya marziya, ya fatima..3. Tum malik e lau laak hoaur sahib e aflaak hotum tahira, tum marziyatum rijz se bhi paak hobus ek teri dehleez par..(2)sajde kare sab ambiyaYa sayyeda, khair un nisa..(2)ya marziya, ya fatima..4. Jannat ke jo sardaar haiwo aap ke hubdaar haijinka zamana muntazirwo aapke ghumkhwaar haishehzadi e kaunain ki..(2)tauseef kaise ho bhalaYa sayyeda, khair un nisa..(2)ya marziya, ya fatima..5. Ghum tujhpe hai itne padeumme masaeb hogayibaba ka ghum Mohsin ka ghumdil mein liye hi mar gayiteri shahadat ka sabab..(2)darbaar jana hogayaYa sayyeda, khair un nisa..(2)ya marziya, ya fatima..6. Baad e Mohammad aap partoote masaeb kis qadarpehlu shikasta kar gayejo aag laaye tere gharummat ne baba ko tere..(2)ajr e risalat yu diyaYa sayyeda, khair un nisa..(2)ya marziya, ya fatima..7. Subbat alaiyya baba jaa'nkehti rahi jab fatimalikhu bhala mai shadmaa'nkis tarha se ye marsiya..(2)jo zulm baqer ho gayaYa sayyeda, khair un nisa..(2)ya marziya, ya fatima..Assalam o alaiki yasayyeda, tahira, raziya, marziya, fatimaHaye Zahra....
Ya sayyada ya fatima
Shadman Raza · 2020
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.