Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Ya Imam reza (a.s.)

Imran Mehdi · 2014

Ya Imam e Reza(as).....(4)Karam kuneed ya Imam Reza(as)Kumak kuneed ya Imam Reza(as)Karam karein Ya Imam Reza(as)Madad karein Ya Imam Reza(as)1. Gham se duniya k hume ab nikaal de Maula(as)Sabki bigdi hui taqdeer bana de Maula(as)Haajat rawaa karein ya Imam Reza(as)Behre Khuda karein ya Imam Reza(as)2. Aapka sehne shefa Maula as shefa deta haiMaut ka marz b gar ho to mita deta haiGham ki dawa karein ya Imam Reza(as)Hum pe ataa karein ya Imam Reza(as)3. Maadare paake shuma maadare Shabbir(as) hastKhwaharet misle Zainabe (sa) dilgeer hastMaa raa ataa kuneed ya Imam Reza(as)Nazre lutf kuneed ya Imam Reza(as)4. Raat ho din ho ajab noor ki baarish hardamWaqt koyi b ho par hote nai zaayer kamGham se juda karein ya Imam Reza(as)Mushkil kusha karein ya Imam Reza(as)5. Aan mardum k geraftaare qarz hastandBaa girya aan peshe shuma istaadandLutfan adaa kuneed ya Imam Reza(as)Maa raa riha kuneed ya Imam Reza(as)6. Puri hoti hai dua sabki tere rauze parKhud malaaek bhi jabee'n apni jhukaaye aakerIzzat ataa karein ya Imam Reza(as)Had se siwa karein ya Imam Reza(as)7. Ay "Imran Sakina" maa baa ham migeemZood be shehre shuma baa ham maa biaayeemMaa raa daawat kuneed ya Imam Reza(as)Be maa shefa daheed ya Imam Reza(as)Karam kuneed ya Imam Reza(as)Kumak kuneed ya Imam Reza(as)Ya Imam e Reza(as) ..... (4)

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.