Bich gaya farsh e azaa, hogaya matam bapaaati hai dil se sadaa, haye shahe karbalakarte hai matam tera, haye qateel e jafachand falak par dikha, aagaya maah e azaaphir safe bich gayi matam ki sada goonj uthi..(2)naam lene se mere dil ko aata hai chaynYa hussain ya hussain ya aba abdillah..(4)1. Chaar janib se julooso ki sabeelo ki fezaaaj ghar ghar me azaa khana saja hai maulasaari duniya mein bapa hogaya matam terazebe tan kaale libaassab ke chehre hai udaasranj o ghum hasrat o yaasphir safe bich gayi matam ki sada goonj uthi..(2)naam lene se mere dil ko aata hai chaynYa hussain ya hussain ya aba abdillah..(4)2. Saal bhar ghum mein tere yu'n bhi nahi dil ko chaynchand dekha jo moharram ka utha shoro shaynsab azadaro ke lab par hai buka haye hussainzebe tan kaale libaassab ke chehre hai udaasranj o ghum hasrat o yaasphir safe bich gayi matam ki sada goonj uthi..(2)naam lene se mere dil ko aata hai chaynYa hussain ya hussain ya aba abdillah..(4)3. Madar e madar e paak amDeeda chaun seena e chaak amLab kuni girya bakatamMa azaadare Hussaini migar shaheed shabe inBa asmaane wafa surate nareed shabe inzebe tan kaale libaassab ke chehre hai udaasranj o ghum hasrat o yaasphir safe bich gayi matam ki sada goonj uthi..(2)naam lene se mere dil ko aata hai chaynYa hussain ya hussain ya aba abdillah..(4)4. Ruhe ghum deeda e maaraDile shueeda e maaraBinigar deeda e maaraHamesha dar ghume karbobala kunad nauhaHamesha matame shabbir mee kunad barpazebe tan kaale libaassab ke chehre hai udaasranj o ghum hasrat o yaasphir safe bich gayi matam ki sada goonj uthi..(2)naam lene se mere dil ko aata hai chaynYa hussain ya hussain ya aba abdillah..(4)5. Mere maula meri har saans tere ghum pe nisaarHai hawa sog me dube huwe parcham pe nisaarHai tere maatami maula tere maatam pe nisaarzebe tan kaale libaassab ke chehre hai udaasranj o ghum hasrat o yaasphir safe bich gayi matam ki sada goonj uthi..(2)naam lene se mere dil ko aata hai chaynYa hussain ya hussain ya aba abdillah..(4)6. Haye yeh chashme tasawwur jo gayi karbobalaTere gardan pe jo chalta huwa khanjar dekhaKhaak udate hai isi ghum me sabhi ehle azazebe tan kaale libaassab ke chehre hai udaasranj o ghum hasrat o yaasphir safe bich gayi matam ki sada goonj uthi..(2)naam lene se mere dil ko aata hai chaynYa hussain ya hussain ya aba abdillah..(4)7. Zikre au manzile maa hastMatamaz hasile maa hastGame au dar dile maa hastRozo Shabbar dile ma hast justujoobe HussainSalamo aasi biya karavi matoobe Hussainzebe tan kaale libaassab ke chehre hai udaasranj o ghum hasrat o yaasphir safe bich gayi matam ki sada goonj uthi..(2)naam lene se mere dil ko aata hai chaynYa hussain ya hussain ya aba abdillah..(4)8. Dile man fajlaye hay shaasBe kun tu aadayi baayaasBazere parcham e AbbasTake jaun aste biya mikuni madaye HussainBinigar hardu zama hast dar nawaye Hussainzebe tan kaale libaassab ke chehre hai udaasranj o ghum hasrat o yaasphir safe bich gayi matam ki sada goonj uthi..(2)naam lene se mere dil ko aata hai chaynYa hussain ya hussain ya aba abdillah..(4)9. Jab bhi tere pyaas pe Mazhar ne likha haaye HussainMaine rote huwe safdar yeh kaha haaye HussainYoon laga saare jahaan me hain sada haaye Hussainzebe tan kaale libaassab ke chehre hai udaasranj o ghum hasrat o yaasphir safe bich gayi matam ki sada goonj uthi..(2)naam lene se mere dil ko aata hai chaynYa hussain ya hussain ya aba abdillah..(4)
Ya husain ya husain ya aba abdillah
Safdar Abbas · 2013
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.