Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Ya Ali tu hi tu

Imran Abbas · 2024

Ya Ali - 4Ya Ali tu hi tu - 2Ibtada Sura e Alhamd say kerta ho KalamAye Shab e Qadar Teray Sadqay Ata ho IlhamYa Ali Teri Madad say you likho tera moqamtu hi tu charoo teraf deakhnay lagay meray imamharf ba harf samaat main sama jaye AliMain kaho nuqta e ba aur sada aye AliWo Shab e tera rajab aur wo allah ka gharjanab e baitay khuda bint e asad ka wo saferhans ka jibraial e ame detay tay dunia ko khabarghar main Allah ka utra Abu Talib ka pisermuntazir jis kay nabi tay wo wali aya haitot ker kaba bhi kahta tha Ali aya haiAmad e Mah e Rajab aur teri amad amadshaid e zat e khudawand ki ashhad amadnafs e mabood ki amad sir e mabad amadghar main yadullah ki sarmad amadsamna johtay khuda o ka ta suchi saymuh kay bal gir perhay but ek teri angrahi saysansay likhta hai tu amwat raqam kerta hailoh e mahfooz pay ayat raqam kerta haiaj or kal ki her ek bat raqam kerta haisub kuch allah ka yeahi hath raqam kerta haiapnay kaba e ka tujay qibla banaya rab nayamer say phelay ullal amer banaya rab naykia qiamat sir e maqtal teri talwar keraybad e sir sir bhi kabhi andaza e raftar kerayek he jasay bara bar kay sabhi war keraymalik ul moat ko bhi chalnay main lachar kerayteri shamsheer tu bus apna hadaf deakhti haimoat tahk ker teray hatho ki teraf deakhti haiasma walo zamee walo main nata tu haitoor pay chamka tha jo noor wo jalwa tu haijis pay allah ka goma hai wohi banda tu haitarjma jo bhi hai toheed e khuda ka tu hainoor ka dahra soye khak you morhay rakhatu nay Alhamd ko Walnas say jorhay rakhasuch hai firdoos pay kosser pay Ali ka Haq haisaray sahra pay samandar pay Ali ka Haq haiMimber e Shafia e Mahsher pay Ali ka Haq haihad hai yeah kursi e dawar pay Ali ka Haq haiYa Ali jis nay amanat main khayanat ki haiTeray Ghasib pay tu Allah nay lanat ki haihai yeah farman e nabi khair e baria tu haiher zamanay kay liay meer e zamana tu haimeri umat main misal e dar e hita tu haiya Ali sura e Ikhlas ka chihra tu haijasay Quran kay suroo ki talawat kernayou ibadat hai teray rukh ki ziarat kernaTeaigh wo Teaigh ka hai adal e ilahi jis sayhath wo hath ka chalti hai khudai jis sayankh wo ankh kay takta hai khuda bhi jis saykan wo kan khuda sun lay dohai jis saypa kay angoshtari saial bhi yeah hi kahta hairab say mangi hoi khairat tu hi dayta hailay ga Allah ki janib say zamano ka hisabroho ka jismo ka Akbar subhi nafsoo ka hisabba e wilaeat jo howay nam kay sajdoo ka hisabwaqt kay rozo kay ba e waqt kay faqoo ka hisabistara masnad e toheed sajaye ga tuhath Allah ki jaga sub say milay ega tu

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.