ya ali moosa raza ..(8)aye toos ke waali ..(2)phir banke bikhaari ..(2)chaukhat pe tumhaari ..(2)aaya hai sawaaliiihai shaah e khorasaan ka rauza ..... mere aagey ..(5)mai peechey hoon,mai peechey hoon sajdey mey hai Kaaba..... merey aageyhai shaah e khorasaan ka rauza ..... mere aagey ..(2)1) Mai naam e reza lekey nikaltaa hoon jo ghar se ..(2)khud maut diya karti hai pehraa ..... merey aageyhai shaah e khorasaan ka rauza ..... mere aagey ..(2)2) jaaraub kashey hazrat e Maasooma e Qum ho ..(2)jibreel zara sochke aana ..... merey aageyhai shaah e khorasaan ka rauza ..... mere aagey ..(2)3) Moosa na jise dekhsake toor pe jaakar ..(2)hai toos ki waadii me wo jalwaa ..... merey aageyhai shaah e khorasaan ka rauza ..... mere aagey ..(2)4) Mash'had me bass is haath ko phailaaya tha ek baar ..(2)phailaata hai ab haath zaamana ..... merey aageyhai shaah e khorasaan ka rauza ..... mere aagey ..(2)5) Saamit hai wo tu bolta Qur'an hai Maula ..(2)Qur'an se hai badhkar tera kehnaa ..... merey aageyhai shaah e khorasaan ka rauza ..... mere aagey ..(2)6) Jab shehn e shifaa me mai shifaa maang rahaa tha ..(2)kaasaa liye haatho me the Isa ..... merey aageyhai shaah e khorasaan ka rauza ..... mere aagey ..(2)7) Tauheed ka sajdaa ho ke taazeem ka sajdaa ..(2)dono ki kabhi radd nahi karnaa ..... merey aageyhai shaah e khorasaan ka rauza ..... mere aagey ..(2)8) Badh 'jaawoonga aage mai bohat hadd e adab se ..(2)maamoon ka tum zikr na karnaa ..... merey aageyaye zaamin e aahoo ..(6)9) Aye mir Hasan hashr ke din saath chalega ..(2)ye zaamin e aahoo ka qasidaa ..... merey aageyhai shaah e khorasaan ka rauza ..... mere aagey ..(2)
Ya ali musa reza
Mir Hasan Mir · 2015
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.