Haider haider..(4)Mazhar e zaate khudapeshwa e auliyaaye wasiye mustafaka tu hajat rawaYa imam-ul-muttaqeensayyed-ul-awsiyaya ameer-al-momineenya imam-al-awliyaYa ali haq, ya ali haq, ya ali haq ailiyaya ali haq ailiyaTeri azmat...teri azmat kaun samjhega siwae kibriyaYa ali haq, ya ali haq, ya ali haq ailiyaya ali haq ailiya1. Zaat hai teri ke jis par ho nahi sakta qayaasali ali ali ali ali ali ali haiderjisko khud tauheed ne odha hai tu hai wo libaasjism tera...jism tera kibriyai ka liwada ban gayaYa ali haq, ya ali haq, ya ali haq ailiyaya ali haq ailiya2. Kul ka kul eeman hai allah ki pehchaan haiali ali ali ali ali ali ali haidertu kahi rehmaan hai tu hi kahi bhagwan haiek tere..ek tere sajde ne duniya se khuda manwa liyaYa ali haq, ya ali haq, ya ali haq ailiyaya ali haq ailiya3. Hai khuda jiska musawir tu hi wo tasweer haiali ali ali ali ali ali ali haidertu khuda ka haath hai tu katib e taqdeer haihaath hai...haath hai tere ke jinse putla e adam banaYa ali haq, ya ali haq, ya ali haq ailiyaya ali haq ailiya4. Nuh, Ibrahim aur Musa ke tu aaya hai kaamali ali ali ali ali ali ali haideribn e maryam ki zabaa'n se bhi kiya tune kalaammushkilo mein...mushkilo mein ambiya ne bhi tujhe di hai sadaaYa ali haq, ya ali haq, ya ali haq ailiyaya ali haq ailiya5. Kaun samjhega ke kitna hai khara sona teraali ali ali ali ali ali ali haidertere sone ko razae deke khaliq ne liyaab to jo..ab to jo teri raza hai, hai wahi rabb ki razaaYa ali haq, ya ali haq, ya ali haq ailiyaya ali haq ailiya6. Kisne phailaya jaha'n mein juzz tere khaliq ka noorali ali ali ali ali ali ali haiderkhana e kaaba mein juzz tere hua kiska zahoorjuzz tere..juzz tere kiske liye bhi ghaar mein yu darr banaYa ali haq, ya ali haq, ya ali haq ailiyaya ali haq ailiya7. Baat jab bhi koi karta hai shab e me'raaj kiali ali ali ali ali ali ali haidermujhko lagta hai ke baatein hai ye tere aaj kitere lehje...tere lehje mein hi to kausain par bola khudaYa ali haq, ya ali haq, ya ali haq ailiyaya ali haq ailiya8. Aalam e imkaa'n pe tere hukmarani hai imaamali ali ali ali ali ali ali haidertu jise chahe zamano mein ataa karde dawaamhai wasiye...hai wasiye mustafa tu hai tuhi mushkil kushaYa ali haq, ya ali haq, ya ali haq ailiyaya ali haq ailiya9. Wo jaha'n par noor saare ambiya hai saff ba saffali ali ali ali ali ali ali haidersaath rizwa'n ke padhe ye manqabat jaakar najafmeesamo...meesamo sajjad ki maula hai tujhse iltejaYa ali haq, ya ali haq, ya ali haq ailiyaya ali haq ailiya
Ya ali haq ailiya
Rizwan Zaidi · 2015
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.