Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Ya Ali (AS)

Ali Safdar · 2008

Ya Ali (AS)[Ya Ali ya ali ya ali madad] ×5[Yaad karo, yaad karo, jang-e-khayber yaad karo] ×2Yaad karo, yaad karo, hashr ka manzar yaad karoYaad karo, yaad karo, [naar-e-haider yaad karo] ×2Nara haideri,ya ali ya ali ya ali madad, maula ali madadmadad madad madad ya hussainmadad ya imam madad ya imam mujahidul husseinHam intezar karte hai [apne imam ka] ×2Izn-e-jihad ke liye, [khayrul anaam ka] ×2Markaz jo hashr tak hai [khuda ke nizaam ka] ×2Maqtal mei unse caalti hai zindagi madad[Ya Ali madad] ×2ya ali ya ali ya ali madad, maula ali madadmadad madad madad ya hussainmadad ya imam madad ya imam mujahidul husseinBandhi huwe saro(n) se hai [kafan hai mujahideen] ×2Amaada-e-jihaad hai [sab khuld ke maqeen] ×2hain chashme intizar me [wo zaat-e-haseen] ×2mehfooz hai jo ghaib me sab se bari madad[ya ali madad] ×2ya ali ya ali ya ali madad, maula ali madadmadad madad madad ya hussainmadad ya imam madad ya imam mujahidul husseinhogi shuaa-e-noor ki [talwar hath me] ×2gunjayga kerbalai [rajaz kainat me] ×2pani kebadlay khoon [bahega farat me] ×2ayegi alqamah se sada ya ali madad[ya ali madad] ×2ya ali ya ali ya ali madad, maula ali madadmadad madad madad ya hussainmadad ya imam madad ya imam mujahidul husseinlashkar barhenge parchame [abbas ke talay] ×2zulm o sitam ke baqi [rahenge na silsilay] ×2naslon se kate jainge [kufar ke galay] ×2hogi hamare sath jo abbas ki madad[ya ali madad] ×2ya ali ya ali ya ali madad, maula ali madadmadad madad madad ya hussainmadad ya imam madad ya imam mujahidul husseingardish me hogi aik ye [aawaz char su] ×2aaya jo ab tabassume (asghar ke ru baru)) x2gardan se hurmala ki [baras jayega lahu] ×2hogi ama(n) na zulm ki khatir Koyi madad[ya ali madad] ×2ya ali ya ali ya ali madad, maula ali madadmadad madad madad ya hussainmadad ya imam madad ya imam mujahidul husseinsab jaa(n) nisar kehte hain [din raat al-ajal] ×2ab ghaib ko huzoor se [mola mere badal] ×2tere zuhoor me hai [sabhi mushkilo ka hal] ×2is aakhri jihad me de aakhri madad[ya ali madad] ×2ya ali ya ali ya ali madad, maula ali madadmadad madad madad ya hussainmadad ya imam madad ya imam mujahidul husseinseena figar hai ali [akber ke gham gusar] ×2aankhon me intiqam e [jawan ka lye gubar] ×2maqtal me phir rahe hain [paye deed-e-zulfiqar] ×2har gham gusar chahta hai sarwari madad[ya ali madad] ×2ya ali ya ali ya ali madad, maula ali madadmadad madad madad ya hussainmadad ya imam madad ya imam mujahidul husseinabbas e naamdar ke [baazu ka wasta] ×2asghar ka aur akber e [mehroo ka wasta] ×2shabbir tere khoon ki [khushboo ka wasta] ×2har pe "abad" ko chahiye taakhir ki madad [ya ali madad] ×2ya ali ya ali ya ali madad, maula ali madadmadad madad madad ya hussainmadad ya imam madad ya imam [mujahidul hussein] ×4

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.