Nauha Lyrics <lyricsnauha@gmail.com>Nov 13, 2018, 9:48 PMto meTanhaiyaa'n, sargoshiyaa'n..(2)Haan sakina ki hai ye fughaa'n..(2)Meri gardan mein bandhi gayi rassiya'nMere kaano se nochi gayi baliya'nKhoon behta raha... HaaDard behta raha... HaaTaziyane la'eeno ke aur wo jafaBhool payi sakina kaha'n..(3)Mujhko kaan'to pe paidal chalaya gayaBaap ka sar dikha kar rulaya gayaTga wo kaisa safar.. HaaBibiya'n nange sarr... HaaEk ek zakhm se khoon behta rahaBhool payi sakina kaha'n..(3)Mai jo royi to mujhko tamache lageThak ke soyi to abid ko durre lageBeech bazaar mein.. haaShehre aghyaar mein.. haaHaye sadaat ka jo tamasha banaBhool payi sakina kaha'n..(3)Bola darbaar mein aake yu ek shaqiTu kanizi mein jaa hakime waqt kiKaisa lamha tha wo.. haaKaisa sadma tha wo.. haaRoke us dum pukari mai haaye chachaBhool payi sakina kaha'n..(3)Mere baba ka sar tasht mein tha rakhaUsse gustakhiya'n karte the ashkiya'nKoi haami na tha.. haaKisko deti sadaa.. haaEk ghayyur bete ko ghaiz aa gayaBhool payi sakina kaha'n..(3)Raah mein paani aata mayassar agarDaal deti thi abid ki zanjeer parHar qadam ek jafa.. haaRona bhi jurm tha.. haaDarmiya'n shamiyo ke thi aale abaaBhool payi sakina kaha'n..(3)Pucha hakim ne darbaar mein shimr seIn aseero mein bint e ali kaun haiRo rahi thi phuphi.. haaThi wo kaisi ghadi.. haaNaam phuphiyo ka leta tha wo be hayaBhool payi sakina kaha'n..(3)Dil pe patthar rakha aur jeeti rahiTaziyane laeeno ke sehti rahiDushmano ka watan.. haaMai aseere mahan.. haaJis jagah ek lamha tha ek saal saBhool payi sakina kaha'n..(3)Kamsini aur aseeri wo zindaan kiJis jagah maut bhi aake rone lagiYaad nashtar bane.. haaKhaak bistar bane.. haaPhir ye zindaan meri lahad ban gayaBhool payi sakina kaha'n..(3)Ek paigham hai zaero'n ko yehiShab ko bibi ke roze pe jao kabhiRo rahi hai waha'nAb bhi tanhaiyaa'nSunke aaye hai farhan o mazhar sadaaBhool payi sakina kaha'n..(3)Haye abbas, haye abbas..(2)Haye abbas, haye haye abbas, haye abbasWo haath kat gaye..(2)Ghurbat mein the jo shaah ki behno ka aasraWo haath kat gaye..Ghurbat mein the jo shaah ki .Pehra sadaa jo dete the..(2)Zahra ki aal kaWo haath kat gaye..Ghurbat...1. Khushiya manao saamne lashkar mein shor thaAb humko koi rokne wala nahi bachaLo hogaya hussain ki ghurbat ka faislaWo haath kat gaye..2. Haste the shami dekh ke aasu hussain keHaye shikasta hogaye baazu hussain keTooti kamar jo shaah ki lashkar samajh gayaWo haath kat gaye..3. Maidaan mein hussain ko jinki talaash haiHaye do haath hai ya sheh ke bhare ghar ki laash haiIs ghar ke pardedaro ne samjha ke be ridaWo haath kat gaye..4. Dukhtar ke ye madine ka abbas ne kahaHaye amma muaaf karna mai majboor ho gayaAb tak yehi imam ke qadmo me jo sadaWo haath kat gaye..5. Akbar tadap rahe hai mera dil hai beqaraarRo ro ke shah kehte the zainab se baar baarLaasha uthake laate jo kadiyal jawaan kaWo haath kat gaye..6. Hai teer aankh mein meri rasta bataiyeHaye ghazi pukara mashk e sakina bachaiyeBaba najaf se aaiye imdaad ko zaraWo haath kat gaye..7. Hasrat se dekhti hai sakina sue faraatHaye do haath bhi tadapte hai laashe ke saath saathJo haath rok sakte the shimr e laeen kaWo haath kat gaye...8. Qasid ki baat par to takallum yaqee'n na thaHaye dekhe jo neel haatho pe zainab ke jaa ba jaaAkhir yaqeen maadar e ghazi ko aagayaWo haath kat gaye..
Wo haath kat gaye
Shahid Baltistani · 2019
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.