Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Uth gaya hai aaj baba zainab o kulsoom ka

Anjuman al abbas · 2013

Hogaya jab khanaye Zehra me ek mehshar bapathar-thara uthi zami Aur aasma hilne lagaaarahi thi ye daro diware kufa Se sada ..2uth gaya hai aaj baba Zainab o kulsoom ka ..3uth gaye maula Jaha Se , hashr ka hangaam haizindagi be aasra hai , har taraf kohraam haihai jaha ka zarra zarra sog me dooba hua ..2uth gaya hai aaj baba Zainab o kulsoom ka ..2Hogaya khamosh jab Se Malik e kauno makaachup hai mehrabe Yakee'n aur chup hai meenare azaanhai dayare deene ahmad par udaasi ki faza ..2uth gaya hai aaj baba Zainab o kulsoom ka ..2Bekaso mazloom ka haajat rawa koi nahiab kise aawaz de mushkil kusha koi nahikaun dega ab sahara besaharo ko bhala ..2uth gaya hai aaj baba Zainab o kulsoom ka ..2Ghar Se bahar aana jaaye bibiya rote huekoi suraj Se ye kehde roshni roke rahekar rahi hai Sar khule saydaniya aaho buka ..2uth gaya hai aaj baba Zainab o kulsoom ka ..2Surkh hai ekkiswi ki Subha chehra fareedwarise kaba hua hai khanaye haq me shaheedsubhe mehshar ka sama hai har taraf chaya hua ..2uth gaya hai aaj baba Zainab o kulsoom ka ..

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.