UMME LAILA KA THA NOWHA KE RULAYA NA KARONAUJAWAN BETE KI MAYYAT SEI UTHAYA NA KAROJab se tum ran ko gaye maa hai pareshan betaRasta takti hai maa ho teray qurban betaGhamzada maa ko mere laal sataya na karoJawan laal bharay ghar ki shaan hota haiSukoon baap ka aur ma ki jaan hota haiPisar ka daag kisi maa ko dikhaya na karoBehen tho aaj bhi tak ti hay bhai ka rastaWoh khairiyat se rahe dil se dua WabashaKahon mei kya usay dukhiya ko rulaya na karoKaha ho aun o mohamed o qaim o abbasKisay talash ko bheju nahi hai koi aasBe saharon ko meri jaan bhulaya na karoshaheed hogay maqtal mei naujawan akbarKhaleja chidgaya seenay peh bachiya khakarKhudara daag Judai ka dikhaya na karoUdaas chehra e Shabbir par padi jo nazarTadap ke kehne lagi madar e Ali akbarJawab lash pe sadqe mushe kiya toh karoRafiq kaise raqam ho sakegi maa ki sadaDard e Laila karega kaise yeh meesam bhi bayanKisi bhi maa ko jawan bete sei Juda na karo
Umme Laila Ka Tha Nauha
Mir Meesam Abbas · 2021
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.