Tere ka nare furaat[Shiyaa ne maa. Nawha kuna. Kushta shud sibte rasulallah] ×2 [Tere ka nare furaat] ×2Barbad huwi mai. Hai wawaila. Luti gayi mai. Hai wawaila. Kaidi bani mai. Hai wawaila.[Tere ka nare furaat] ×2Tere ka nare, khayme hamare. Afsos-e ye hai, lagne na paya. Tu chup rahi thi, sar ko jukake. Farte alam se, lab par thi ayeBarbad huwi mai. Hai wawaila. Luti gayi mai. Hai wawaila. Kaidi bani mai. Hai wawaila.[Tere ka nare furaat] ×2[Shiyaa ne maa. Nawha kuna. Kushta shud sibte rasulallah] ×2[Tere ka nare furaat] ×2Malike kausar, pani ko tarse. Ankho se ansu, zehra ke dar se. Tere ka nare, aaya jo gar se. Pyaase ko neza, guzra jigar se.Barbad huwi mai. Hai wawaila. Luti gayi mai. Hai wawaila. Kaidi bani mai. Hai wawaila.[Tere ka nare furaat] ×2[Shiyaa ne maa. Nawha kuna. Kushta shud sibte rasulallah] ×2[Tere ka nare furaat] ×2Gazi ke bazu, tere ka nare. Pani ki khatir, kat ke gire the. Gham na ke manzar, bhoolungi kaise. Wo pyaas-e bache, be aab-e kuzeBarbad huwi mai. Hai wawaila. Luti gayi mai. Hai wawaila. Kaidi bani mai. Hai wawaila.[Tere ka nare furaat] ×2[Shiyaa ne maa. Nawha kuna. Kushta shud sibte rasulallah] ×2[Tere ka nare furaat] ×2Itna jo pitaa, kitna sa pani. Masum-e asghar, sheh ki nishani. Baki he ab tak, tish na dahani. Kaise dikhaye, hai be zubaniBarbad huwi mai. Hai wawaila. Luti gayi mai. Hai wawaila. Kaidi bani mai. Hai wawaila.[Tere ka nare furaat] ×2[Shiyaa ne maa. Nawha kuna. Kushta shud sibte rasulallah] ×2[Tere ka nare furaat] ×2Barchi jigar par, akbar ne khayi. Sukhe labo tak, tu kyu na ayi. Zanjir-e kisne, tujko pehnayi. Mar gaya pyaasa, sughra ka bhayiBarbad huwi mai. Hai wawaila. Luti gayi mai. Hai wawaila. Kaidi bani mai. Hai wawaila.[Tere ka nare furaat] ×2[Shiyaa ne maa. Nawha kuna. Kushta shud sibte rasulallah] ×2[Tere ka nare furaat] ×2Mera to sab-e kuch-e, lut gaya ban. Ek ek sipahi, mar gaya ran me. Tir-e lagar sarwar ke badan me. Ab he judayi, bhayi bahan meBarbad huwi mai. Hai wawaila. Luti gayi mai. Hai wawaila. Kaidi bani mai. Hai wawaila.[Tere ka nare furaat] ×2[Shiyaa ne maa. Nawha kuna. Kushta shud sibte rasulallah] ×2[Tere ka nare furaat] ×2Be ghusle lashe, tere ka nare. Chalis thi din tak, ese parhe the. Ye bat-e koi, ab tujse puche. Kya kiya ada wakt, sibt-e nabi seBarbad huwi mai. Hai wawaila. Luti gayi mai. Hai wawaila. Kaidi bani mai. Hai wawaila.[Tere ka nare furaat] ×2[Shiyaa ne maa. Nawha kuna. Kushta shud sibte rasulallah] ×2[Tere ka nare furaat] ×2Ase huwa jo, bhi ta hona. Kismat me teri, likha karona. Ta hashre abto, yuhi tarap na. Mar gayi pyaasi, bali sakinaBarbad huwi mai. Hai wawaila. Luti gayi mai. Hai wawaila. Kaidi bani mai. Hai wawaila.[Tere ka nare furaat] ×2[Shiyaa ne maa. Nawha kuna. Kushta shud sibte rasulallah] ×2[Tere ka nare furaat] ×2Shaam se lutkar, ayi he zainab. Chaas thi de sar, layi he zainab. Sharminda tumse, bhayi ye zainab. Kho ke sakina, ayi he zainabBarbad huwi mai. Hai wawaila. Luti gayi mai. Hai wawaila. Kaidi bani mai. Hai wawaila.[Tere ka nare furaat] ×2[Shiyaa ne maa. Nawha kuna. Kushta shud sibte rasulallah] ×2[Tere ka nare furaat] ×2
Tere kanaare furaat
Nadeem Sarwar · 1996
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.