Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Tasbeehat e Hazrat e Zahra

Rizwan Rizvi · 2023

rooyie lab hanoor o qadr o kosar o tahazikr-e noorani-e aashik haTasbihaat-e hazrat-e zahraallahu akbar een hame jalalallahu akbar een hame shakoohallahu akbar dar rahe alifatima istade misle ye kohsal-lallahu alaik ya fatimehallah o akbar ummat ka zawaalallah o akbar zahra sa ka ye haalallah o akbar sher e zuljalaalhotey haii gum se ghut ghut ke nidhaalsallal la (1)waa gurbataa!tanhaii hai aur molazair e lab hai lamha lamhatasbeehaat e hazrat e zahraa saalhamdolillah shikwaa na gilaaalhamdolillah wo sabr kiyaaalhamdolillah har gam pe sadaamaulaayee zahraa sa sajdey mein milaasallal laa ho (2)waa hasrataah!taarikiyaaii shab mein haidertanhaiiyooN mein ro ro karpadhtey haii aayaat e kausarmushkil kusha kii wo seena siparjab kar rahii thii duniyaa se safarkaisaa samaaN tha dam e gusl o kafanzakhm e pehluu pe thii maula ki nazarsallal la(3)yaa sayyada !pahochaaya tu ne ye qalmaakehkar ali un wali ullahghar ghar ali un wali ulllahjab tak terii saansooN ka tha dawatera wazeefa tha har subh o shaamhathooN ko apne pehlu pe rakhaghar ghar deti thiye wilayat ka payaam(4)subhaan allah wo zahra kii wafaasubhaan allah mola pe hai fidaasubhaan allahbaraey murtazadarbaar e baatil mein haq kii sadaa5)Dard e jigar batla rahi hai khamoshiKuch haalaat e hazrat e zahraTasbeehat e hazrat e zahraKhaliq se hungam e raaz o niyazKarti nahi hai hath o ko daraazJisdin se todi gayi passliyanPadhti nahi hai khadey ho key namaz6)Waa turbataa!Aze y baqaiyaa pe jaakeChalees qabrein bana keZahra sa kii mayyat chupaa keThaamein huye bacchooN kii ungliyaaNTaktey they mola suyee aasmaaNZahra sa ki furqat meiN pesh e khudaFaryaad kartey they shah e zamaaNSallal la ho ——7)Ho Lanat e uspar jo baad paighambarChord aaya daman e haiderJalawaya siddiqa ka gharBaiyat jo todey uspar lanateMuh ko jo modey uspar lanateAal e nabi hai kashti e nijaatUnko jo chodey uspar lanateSalal____8)Ya Fatima Raah e Baqqiya ho asaaNPochey shafi o RizwaaNHo teri chaukat ke mehmaaNAllah o akbar is dar ki ataAlhumdulillah razi hai gadahSubhanallah binte nabi teriMarzi bani hai marzi e khuda

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.