Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Suno Sada Aye Alamdar

Syed Dayeem Raza · 2023

Ya ghazi alamdar-5Bas humse razi shahe naamdaar ho jayeSiva na hum pe gunaho,n ka baar ho jayeHusain a s karke ziyarat Jo hum vatan aayenNamaziyo,n main humara shumaar ho jayeSuno sada aaye alamdar e karbala ghazi-2Mujhe bhi sharf-e-ziyarat..2 karo aata ghazi...Suno sada aaye alamdar e karbala ghazi...21)Hai dil me aas ke jageer e karbala dekhu'nWaha'n pe sajde Mai tazeem ke aada karlu'nJo Sar zameen hai nabio ki..2 sajdahgah ghazi...Suno sada aaye alamdar e karbala ghazi..22)tere faqeer ki hasrat hai bus yahi maulaNajaf se karbobala mai karu'n mashi maulaHoo arbaee'n me mera naam..2 bhi likha ghazi...Suno sada aaye alamdar e karbala ghazi..23)Sabeel Sab ko pilau'n mai jam bhar bhar karJaha'n pe qatl huwa tashna lab ali asgherWaha'n sagheer ka matam..2 karu'n bapa ghazi..2Suno sada aaye alamdar e karbala ghazi..24)karu'n Mai majliso matam bhicha ke farshe azaManau'n soog tera maula Mai laabe dariyaJaha'n pe hogaye bazo..2 tere Juda ghazi..Suno sada aaye alamdar e karbala ghazi..25)tu qarze ghaib se maqrooz ka Ada kardeRihayi jald unhe maula tu ata kardeHuwe jo qaid hain be jurmo..2 be Khata ghazi..Suno sada aaye alamdar e karbala ghazi..26)bahau'n ashk baname gule hasan qasimUtar ke zeen se farwa ka gul badam qasimJaha'n bikhar Gaya tukdo me..2 jabaja ghazi..Suno sada aaye alamdar e karbala ghazi..27)Bigad Gaye hain jo halat e zindagi maulaZamane bhar me hoo phir amno aashni maulaJaha'n ko baqsh de khushio ki..2 tu fiza ghazi..Suno sada aaye alamdar e karbala ghazi..28)hai yaad Khoon me duba hussain ka sajdaMai apni palko se chumo wo khak e karbobalaHussaini Khoon se jo ban..2 gayi shifa ghazi...Suno sada aaye alamdar e karbala ghazi..29)qabool maao'n ki abbas ilteja kardeTere alam pe jo paheli hain jholiya bhardeWahi khuda ki hai jo hai..2 Teri Reza ghazi..Suno sada aaye alamdar e karbala ghazi..210)tere alam pe ye jawad mangata hai duaIdhar hoo roza tumhara udhar shahe dee'n kaBadan se sans ka rishta hoo..2 jab Juda ghazi..Suno sada aaye alamdar e karbala ghazi..2

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.