Shere Dawar Kaun hai, Nafse Payambar Kaun hai *2Dono aalam me, mere maula ka hamsar kaun hai *2Sach batana mere maula ke siwa baade Rasool (s.a.w.s) *2Sabse aala, sabse Afzal, sabse behtar kaun hai *2Karke Marhab ko dopara, Has ke boli zulfikaar *3Ab samajhme aa gaya, hoga ke Haider Kaun hai *2Kyu na le jinno malak, Maula Ali (a.s) se mahsware *3Unko hai maalum shehre, Ilm ka dar kaun hai*2Ban gaya hai ek naya dar, kiske isteqbaal me? *3Tu bata tera Rajab, kaabe ke andar kaun hai? *2Asghar e besheer ke, dada ka mai bhi hu ghulaam *3Ab kaho Sajjad (a.s) ke, kad ke barabar kaun hai *2
Shere Dawar Kaun Hai
Sajjad Hallauri · 2012
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.