Shehzadi zainab ka roza dhaane wale haar gaye..(2)Hizbullahi..Hizbullahi lashkar se takrane wale haar gaye1. Mazloomo ke paak lahu se dee pe jawani aai haizulmo sitam aejaaz nahi hai zalim ki ruswai haisayyad zado ke gardan katwane wale haar gaye2. Duniya bhar me laa deeno ka shaam me kabristan baneMaari kae dee nara e haider se kitna aasan banamakka kabul aur yamen se aane wale haar gaye3. Mere maula ke maulai amno amaa ke hami haiaale nabi ke maanne wale hi sache islami haidehshat gardi duniya me failane wale haar gaye4. Shehre ameer e shaam me bhi hai aaj hukumat zainab kiki thi yazeed e waqt ke bete ne bhi himayat zainab kimazloomo par talware chalwane wale haar gaye5. Kufr ke fatwe dene wale mufti mulla murdabadshia sunni bhai bhai kehne wale zindabadpaise dekar logo ko marwane wale haar gaye6. Pakistan banane wale pakistan bachaengeshia sunni milkar apne dushman ko kafnaengesaada loho musalma ko behkane wale haar gaye7. Ehle aza paigham e mohabbat majlis se failate haiduniya ke har kone me ghaazi ke alam lehrate haihinda zado ke jhande lehrane wale haar gaye8. Aale risalat ke parwane sab milad manate haikalma go kya hindu bhi majlis matam me aate haikalmagoyo ke firqe banwane wala haar gaye9. Yu to sabhi kehte hai hone wala hai mehdi ka zahoorab to zafar abbas zafar failega is duniya me noormahdiye daura ke dushman kehlane wale haar gaye
Shehzadi zainab ka roza dhanay wale haar gaye
Zafar abbas zafar · 2014
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.