Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Shabihe payambar akbar

Miscellaneous · 2014

Haae ali akbar   x4Shabeeh e payambar akbarZibaah ba maidaan   x21.Ye sibt e payambar ki laila ki kamaayi hai   x2Kya maadar e akbar ne takdeer ye paayi hai   x2Khaymo me bapa matam,  x2Ai mere jawa akbarZibaah ba maidaan2.wo naazo ka paala hai atthaara baras waalaa  x2Zainab ka dulara hai atthara baras waalaa    x2Khaimo me bapa matam  x2Ai mere jawan akbarZibaah ba maidaan3.Socha bhi na tha maa ne ye din kabhi aaega   x2Marne k liye akbar maidaaan me jaaega   x2Khaimo me bapa matam   x2Ai mere jawa akbar Zibaah ba maidaan4.Khaaega kaleje par jis waqt sina akbar    x2Ye teri khabar sunke mar jaaegi maa akbar    x2Khai mo me bapa matam   x2Ai mere jawa akbar Zibaah ba maidaan5.Jaata hai jo maqtal me wapas wo nahi aata    x2Taqdeer dikhaaye na akbar ka kahi laasha   x2Khaymo me bapa matam   x2Ai mere jawan akbar Zibaah ba maidaan6.Akbar teri shaadi ka armaan tha khwahar ko   x2Poshaakh shaahani wo pehnaaye baradar ko   x2Khaimo me bapa matam  x2Ai mere jawan akbar, Zibaah ba maidaan*7.Teere hai nakaahat hai aur sibt e payambar hai    x2Farzand ki mayyat hai aur sibt e payambr hai    x2Khaymo me bapa matam x2Ai mere jawan akbr Zibaah ba maidaan8.Phir kaun bachaega karti thi buka madar    x2Cheenenge laeen aake jab sar se mere chaadar    x2Khaymo me bapa matam   x2Ai mere jawa akbar Zibaah ba maidaan9.Akbar ne dam e rukhsat jeene ki duaaen lee   x2Aur kaapte haatho se zainab ne balaaye lee  x2khaymo me bapa matam   x2Ai mere jawa akbar Zibaah ba maidaan10.Beta na kisi ka yoo mar jaae jawaani me  x2Matam ki sadaaye hai darya ki rawaani me  x2khaymo me bapa matam  x2Ai mere jawa akbar Zibaah ba maidaan11.zehra ki inayat hai padhta hai naqi nauha   x2Ham shakl e payambr ka shabbir ko hai pursa       x2Khaymo me bapa matam  x2Ai mere jawa akbar Zibaah ba maidaan12.miljaaye jo akbar ki tehreer mujhe mehshar   x2Din raat padhu nauha ye khaakh pe sar rakhkar   x2Khaymo me bapa matam   x2Ai mere jawa akbar Zibaah ba maidaan

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.