rauze pe nabi ke aake, shano ke neel dihkakezainab ye buka karti thihaye nana shaam ne maar diya haidukh sham e ghariban ke sehkar zinda rahi ghazi ki khwaharjab barse aseero par pathar sar ghazi ka naize se girashaam ne maar diya haihaye nana....akbar ka jigar chalni dekha saabir ki behan ne sabr kiyadurro se badan zakhmi tha mera mai chup thi magar mehboob e khudashaam ne maar diya haihaye nana....jab aun o mohamed qatl hue shabbir utha laaye laashemai shukr ke karti thi sajde sar ooncha mera bachon ne kiyashaam ne maar diya haihaye nana....daman may utha kar jab shaahe huda jab qasim ka laaye laashachup chup ke kiya maine girya gham apna kabhi zaahir na kiyashaam ne maar diya haihaye nana....kyun mar na gayi ab sochti hoo abid ka baha jab aankh se khoonzinda rahi mai bechain o sukoon sham aagaya jis dam maine sunashaam ne maar diya haihaye nana....tar khoon may hua asghar ka gala tha teer bhi uske khad se badabano ko dilaasa maine diya karti rahi mai be-taygh [wigha]shaam ne maar diya haihaye nana....us shehre sitam may ay nana kya tumse kahoo kya haal huafizza ko kisi ne kuch na kaha durro ki mili zainab ko sazashaam ne maar diya haihaye nana....sughra ne sakina ko poocha mai kya kehti rone ke siwajab usne bahot majboor kiya tab sar ko jhukaye maine kahashaam ne maar diya haihaye nana....jo sher e khuda ki beti thi abbas ke tewar rakhti thijo maut se bhi ek pal na dari us bibi ko rehaan o razashaam ne maar diya haihaye nana....
Shaam Ne Maar Diya
Syed Raza Abbas Zaidi · 2009
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.