Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Shaam aa raha hai

Shahid Baltistani · 2012

Listen to this nauhaPlay the audio with lyrics
saadaat be-rida hai abid ka sar jhuka haisham aa raha haisaara lahoo badan ka aankhon may aagaya haisham aa raha haibhai ka sar jahan tha bibi wahan pe aayiboli ye sar jhuka ke karna duayein bhaizainab ki karbala ka aaghaz ho raha haisham aa raha hai....ummat khadi hui hai jholi may le ke patharzanjeer keh rahi hai chalna sambhal sambhal karehle haram ka maqtal kuch duur reh gaya haisham aa raha hai....naize pe sar jawan ka dekha to maa ye boliakbar ye iltija hai tujse ghareeb maa kichadar kaheen se la de zainab ka sar khula haisham aa raha hai....ailaan ho raha hai jaldi bulaya jaayezahra ki betiyon ko paidal chalaya jaayekoofay ki manzilon se ye sakht marhala haisham aa raha hai....zainab ne jab ye poocha ye kaunsi hai bastisajjad mere dil par lagti hai gham ki barchihaye dabi zuban se beemar ne kaha haisham aa raha hai....ye fazl se ruqayya kehti hai ay bhateejezainab ki mai hoo zaamin baqir tere hawaledono ne kaam apna taqseem kar liya haisham aa raha hai....zainab ke gird behne parda bana rahi haikhud be-rida hai lekin usko chupa rahi haiakbar sitamgaron ne ailaan kar diya haisham aa raha hai....

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.