Mazar Syeda pa binte Syeda betheensuna k sham ka ahwal bayan kerti theenbahrana sir mujha ummat na kerlia qaidimain shehr shehr main issi haal main phirayesafar main sir bhi chupanay ki koi jaa na milisawal kerti rahe aur mujha rida na miliJalaey Khaimay Ghareebon kay aur Rida bhi chiniSawal Kerti rahe aur Mujha rida na miliJigar ky tukroon ko qurban kerdiya ammana maeri nasl ka koi nishan bacha ammaMainay apnay Bhai ko amma Magar Bacha Na sakiSawal Kerti rahe aur Mujha rida na miliHamara Qafla Maqtal sy jub guzara gyaBhatijay bhai pisar bekafan tha her lashaMain qaeed mae bhi wo manzar kabhi bhula na sakiSawal Kerti rahe aur Mujha rida na miliHer aik zulm py youn hosla dikhaya haiKay jaltay khaimoon sy abid ko bhi bachaya haiMagar yae dukh hay Sakina ko main bacha na sakiSawal Kerti rahe aur Mujha rida na miliLayeen Qafla taizi say yun chalatay thayK bachay maoon ki goodi sa girtay jatay thayNigah yaas sa takti rahi utha na sakiSawal Kerti rahe aur Mujha rida na miliHamara qafla bazar e sham aur patharChatoon sy kholta pani giratay thy hum parJo qoom piyas mae pani humain pila na sakiSawal Kerti rahe aur Mujha rida na miliMujhy yae waqt dikhya meri ghareebi mainLayeen ny manga sakina ko jab kanizi mainThi Guzri kiya dil e Zainab pa who bata na sakiSawal Kerti rahe aur Mujha rida na miliLehad sa maan ki lipat ke woh bain kerti thiAey amma sham main kya kya na humpa guzri thiNishan rasan kay jo bazo pa thay dikha na sakiSawal Kerti rahe aur Mujha rida na miliNa dekh paya tha ghazi khula tha sir meraSina ki nook pa haye ruka na sir us kaChupaya moun ko to balloon sa sir chupa na sakiSawal Kerti rahe aur Mujha rida na miliwoh Joan parda zamanay na jis sa sekha thayeh haq ussi ka musalman na rizvi ka cheena thawoh sani e zahra rida jo pa na saki
Sawal Karti Rahi Aur Mujhe Rida Na Mili
Joan Rizvi · 2019
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.