Sare hussain sakina ki ghod mei aajaSare hussain sakina ki ghod mei aaja, yazeed aaj mera imtehaan leta hai[Khadi hai haathon ko pehlaye] ×2 gham zada dukhiya, yazeed aaj mera imtehaan leta haiWo haske kehta hai dekhun to kaise ulfat thiSuna hai shah ko tumse bari mohabbat thiTumhare haath mei ab meri laaj hai baba, yazeed aaj mera imtehaan leta haiSare hussain sakina ki ghod mei aaja, yazeed aaj mera imtehaan leta haiHamesha baat sakina ki aap ne maaniHamari baat kabhi aaj tak nahi talliSuboot chahiya zalim ko is mohabbat ka, yazeed aaj mera imtehaan leta haiSare hussain sakina ki ghod mei aaja, yazeed aaj mera imtehaan leta haiKafan se haath nikale the meri daadi neWo gharki baat thi ulfat ke bhi takaze theMagar yahan pe sakina hai aur phir ye jafaa, yazeed aaj mera imtehaan leta haiSare hussain sakina ki ghod mei aaja, yazeed aaj mera imtehaan leta haiZamin-e-karbobala par wo karwate legiYe sunke laashe alamdar kaamp uthegiKhuda kare na sunne baat ye mera saqqa, yazeed aaj mera imtehaan leta haiSare hussain sakina ki ghod mei aaja, yazeed aaj mera imtehaan leta haiDuae karte hai ehle haram ye roro keKhuda hussain ki beti ko kaamyaab kareNazar jhukaye hai beemare karbala mera, yazeed aaj mera imtehaan leta haiSare hussain sakina ki ghod mei aaja, yazeed aaj mera imtehaan leta haiMujhe bhi apne masaib sunaiye babaJale huwe mere daman mei aayiye babaSitam hai aaj tamashayi bangayi duniya, yazeed aaj mera imtehaan leta haiSare hussain sakina ki gohd mei aaja, yazeed aaj mera imtehaan leta haiMila jo ajre risalat bataungi tumkoGalle pe neel rassan ke dikhaungi tumkoMusibaton se guzarta hai bachpana mera, yazeed aaj mera imtehaan leta haiSare hussain sakina ki gohd mei aaja, yazeed aaj mera imtehaan leta haiMohbbaton ka takallum ye mojiza dekhaSarre hussain sakina ki gohd mei ayaaNa aayi baali sakina ke phir labon pe sadaa, yazeed aaj mera imtehaan leta hai
Sare Hussain Sakina ki God me aaja
Fatema Ladak · 2012
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.